How To Apply for Adsense Account
www.gurujitips.in
1
Adsense Account Kaise Banaye Is line ka value Ek Blogger hi bata sakte hai. Har Blogger apne Career me at least ek baar jaroor Google Search karta hai. " Adsense Account Kaise Banaye " Kya hai Adsense aur iske pichhe ka diwanapan. Pichhle Post me main Google Adsense Kaise Kaam Karta hai ke bare me bataya tha. Social Media Par Kuchh Logo ka Comment aaya " Website Kaise Create kare, Adsense ke liye Website ko kaise Submit kare Ye Sab ek Post banakar likh do " So is Post me Adsense Account Kaise Banaye ke bare me step by step full details aapke sath share karunga. www.gurujitips.in
2
Is Post ko Dhyan se padhe !
www.gurujitips.in
3
• Ek Blogger ke roop me aap Google Adsense Word se Jaroor familiar honge. Adsense Google ka ek Product hai jiske jariye yah Website, Blog and Youtube par ads serve karta hai. Hindi Blog ki baat ki jaye to Google Adsense is the best hai. Adsense ke alawe bhi kai Ad Network hai lekin isse behtar koi aur nahi hai. Google, Adsense Platform ki madad se Blog / website par ads serve karta hai jis se Blog / Website Owner ko income hota hai. • Mai Blogging January 2017 me start kiya hu. Lekin isse pahle se mere paas approved Adsense Account hai. Year 2014 me main ek Directory Website banaya tha. jiske liye mai adsense apply kiya tha aur bahut aasani se mil bhi gaya tha. Lekin ab Adsense Account ko approved karane me kai pareshani hai.
www.gurujitips.in
4
INTERNET ससे पपैससा कपैससे कमसायय ? Blogging ककी शशरुआत करननी चसाहहिए Single यसा Multi Niche ससे !
Yah Post sirf aise logo ke liye hai jo Blogging Field me naye hai aur Google Adsense ke bare me Kuchh bhi naye jante hai. Ummid karta hu aapko aasani se sabhi steps samajh aa jayega. Yadi aapko Adsense ke bare me jyada Knowledge nahi hai to Adsense ke liye kab Apply kare jaroor jane. Approved Google Adsense ka code Blog / Website par laga kar paisa kama sakte hai. www.gurujitips.in
5
Google Adsense Account Apply Karne se Pahle Kuchh Bate jaroor yaad rakhe :
Aksar Blogger jab Adsense ke liye apply karte hai to unka application accept nahi hota hai. Isliye before apply niche likhe points ko dhyan me rakhe. • •
• • •
• •
Applicant ke paas 6 month* old Blog / Website hona chahiye. Blog par minimum page views kitna hona chahiye iske liye Google ne koi official update abhi tak share nahi kiya hai. lekin mere according ek standard Page (300) views per day hona chahiye. Applicant ka age 18 years ya usse adhik hona chahiye. Yadi applicant ka age below 18 hai to aise case me Parents ke permission se unke name se Google Adsense Account Apply kar sakte hai. *Yadi aapka residential / postal Address Asian Countries (Afghanistan, Armenia, Azerbaijan, Bahrain, Bangladesh, Bhutan, Brunei, Cambodia, China, Cyprus, Georgia, India, Indonesia, Iran, Iraq, Israel, Japan, Jordan, Kazakhstan, Kuwait, Kyrgyzstan, Laos, Lebanon, Malaysia, Maldives, Mongolia, Myanmar, Nepal, North Korea, Oman, Pakistan, Philippines, Qatar, Saudi Arabia, Singapore, South Korea, Sri Lanka, State of Palestine, Syria, Tajikistan, Thailand, TimorLeste, Turkey, Turkmenistan, United Arab Emirates, Uzbekistan, Vietnam, Yemen etc.) me hai to aapka Blog / Website minimum 6 months old hona chahiye. Ek name se sirf aur sirf ek hi Google Adsense Account banaye. Kyunki Google ek se jyada Adsense account ki parmission nahi deta hai. Google Adsense ke Rules and Terms & Conditions ko follow kare kyunki Adsense ka punishment jhel pana bahut mushkil hai. www.gurujitips.in
6
Google Adsense Account create kar liye Basic Requirement : Google Adsense Account Sign up karne ke liye applicant ke pas 2 virtual property and ek Postal Address hona chahiye
www.gurujitips.in
7
Email Account (Specially Gmail) Blog / Website OR Youtube Phone Number and Postal Address
•
Email (Gmail) Account : Aaj ke Digital Environment me shayad hi koi aisa hoga jiske pas Gmail Account nahi ho. Aapke paas bhi Gmail Account jaroor hoga. Yadi Gmail Account Nahi hai to Create kr le. • Blog / Website OR Youtube : Adsense ka kya kaam hai yah aap achchhe se jante ho Newbie ke liye main fir se bata deta hu yah Publisher ke Blog / Website ya Youtube par Ads serve karta hai. To aap khud soch sakte ho jab tak aaapke paas Blog / Website ya Youtube channel nahi ho to iske liye apply bhi nahi kar sakte ho. Ummid hai ki aapne Blog jaroor bana rakha hoga. Sath hi Blog par standard Page (300 per day) views jaroor hoga. Online Income ke liye Free me Blog Kaise banaye ? Blog पर Traffic कपैससे बढ़सायसे How To Drive Traffic on Your Blog ? •
Phone Number and Postal Address : Jab aapke Adsense Account me minimum $10 ho jayega to Google aapke Postal Address par ek Postcard Bhejega jisme Account ko verify karne ke liye Code hoga. Code Enter karne ke baad finally aapka adsense account approve ho jayega. Without address verification aap payment receive nahi kar sakte ho. www.gurujitips.in
8
Google Adsense Account Kaise Banaye Step by Step - Full Guide for Beginners : Dekha jaye to Adsense Account create karna bahut hi aasan hai. Yadi applicant ke paas sahi aur satik jankari nahi ho to tough hai. Adsense ke sath Cheating nahin kare ! sabhi information sahi aur sahi se fill kare. Niche diye gaye steps ko sahi se follow kare agle kuchh minute me aapka Adsense Account ready ho jayega. Step 1 : Sign up and Login Go to www.adsense.com and click on Sign up Button
www.gurujitips.in
9
Jab aap signup button hit karte hi aapko apne Gmail id se Google me Login karna parta hai. Login ke baad aapke samne Next Screen par aapse puchha jayega same Gmail ID se Adsense Account create karna chahte ho ya naya account create karna chahte ho.
www.gurujitips.in
10
Note : Yadi aapke paas Domain Specific Gmail Address hai to aap usi gmail ka use kare. •
• • • •
Naya Adsense approval process bahut tough aur lamba hai. Adsense ke credibility ko banaye rakhne ke liye yah jaroori hai. Adsense ke Sign Up Page me diya gaye Terms & Conditions ko dhyan se padhe. Upar ke Screen Short me aap dekh rahe honge yaha teen Part hai Your Account, Your Website and Your Information. Account Information : Sign In ya Create button hit kare jo aapke liye suitable ho. Website Information : Next Screen me Website Information. Website ka Language sahi se Choose kare. Your Information : Self Information Jaise Sarkari Naukri ke liye ya 10th / 12th ka form fill karte samay sahi Information fill karte ho thik waise hi bilkul sahi Information fill kare. Dhyan rahe Jis Name se Bank Account ho wahi name bhare. www.gurujitips.in
11
BLOG बनसानसे कसे ललिए BEST 50 Topic अपनसे Domain कको Hackers ससे Safe कपैससे रखसे ? Step 2 : Your Website
www.gurujitips.in
12
Mai already upar bata chuka hu, yaha Blog ka URL aur Language Select kar Save and Continue Button hit kare. Note : Website address Without http:// and https:// ke enter kare Step 3 : Your Information Yaad rahe Contact Information sahi bharna hai. Isi address par PIN aayega, Pin verification baad hi Payment release hogi.
www.gurujitips.in
13
Form Kaise Fill kare : 1. Select Country 2. Select Time Zone of Country India ka Time Zone UTC + 05:30 hai. 3. Sinngle Owned Kar rahe hai to individual select kare. Kisi Company ya Organization ke liye Create kar rahe hai to Business select kare. 4. Jis Name se Bank Account hai wahi Name Enter kare. Business Account ke Case me Company ka Name likhe yaad rahe Company Name se Account hona chahiye. 5. Sahi Address fill kare kyunki isi address par Verification PIN aayega. Address me PIN Code (ZIP) jarur mention kare. 6. Select Your State Name 7. Primary Name me bhi apna Certificate Name enter kare. 8. Permanent Mobile Number Enter kare. Mobile Number Verification ke liye Adsense ki taraf se SMS ya Call ayega. 9. Enter your Email ID 10. Adsense ke bare me aapne kaise jaana wo Select kare. 11. Email Preference me sabhi ko yes kar de. aisa karne se Adsense related information aapke email par aata rahega. 12. Submit my application Button hit karne se pahle sabhi jankari ko sahi se Check kar le. www.gurujitips.in
14
Blogging मय सफलितसा पसाप्त करनसे कसा मतलिब क्यसा हिपै ? Future of Indian Bloggers and Problems with Indian Bloggers Yah most important part hai. Is Guide ki madad se applicant aasani se form fill up kar sakta hai. Form me diya gaya "Payee Name" dhyan se bhare. Jis Name se applicant ka Bank Account hai wahi Name bahre. Google Adsense isi Name ke Bank account me Payment Transfer karega. Ise Change Karne ka Option bahut tough hai. According to Google Policy Kuchh Country me yah Payee Name ko change karne ka Option Nahi deta hai.
www.gurujitips.in
15
Lekin yadi aap Payee Name Change karna chahte ho to aapko yah account band kar naya account banana hoga. Find Out More Button ka Screen Short Niche Share Kar raha hu.
www.gurujitips.in
16
Is Link par Click kar aap Check kar sakte hai : https://support.google.com/adsense/answer/160202 Step 3 : Mobile Number Verification Mobile Number Verification ke liye Permanent Mobile Number Enter kare.
www.gurujitips.in
17
Mobile Number Enter kare Text Message (SMS) ya Voice Call ka Option Select kare Send Verification Code Button Hit kare
www.gurujitips.in
18
Text SMS hi Select kare Apna Mobile ka inbox check kare Text Message me aaye aaye SMS ko First Box me fill kar Verify Button Hit Kare yadi kuchh der me message nahi aata hai to Resend Code par Click kare. Step 4 : Read and Accept Terms & Conditions Google Adsense Account kaise banaye iske liye Terms and Conditions ko Accept karne se pahle ise achchhi tarah se padh le.
www.gurujitips.in
19
Google Adsense Online Terms of Service Read karne ke baad Yes, I have read and accept agreement me √ Tick kar Accept Button Hit kare. Accept Button Hit karte hi Google Adsense ki taraf se Thank you for applying adsense ka message display hoga. Sath hi linked Gmail id par bhi ek Thank you mail receive hoga. Congratulation ! App ne Adsense Account ke liye Apply kar diya. Agle Process me Google Adsense team aap ke Blog / Website ko manual check karti hai. Yadi aapka Blog / Website Adsense Policy ko follow karta hai to Check karne ke baad aap ka asdense account approved kar diya jayega. After approval aap ke Gmail ID pe Congratulations! Your account is now fully approved ka mail aa jayega. Yadi aapka account approve nahi hota hai to Adsense Team With Cause aapko mail kar denge. Aisa hone ghabrana nahi hai Jis wajah se approval nahi mila use fix kare then fir se apply kare.
www.gurujitips.in
20
www.gurujitips.in
21
Case Study : Blogspot Vs WordPress सफलितसा और असफलितसा [Case Study ] हहिहिंददी यसा Hinglish : Blogging कसे ललिए बसेहितर क्यसा हिपै ? • Google Adsense Account Apply karne ke baad EK sawal jo aapke man me jaroor machcal raha hoga. • Q. Adsense Account Approved Hone Me Kitna Time Lagta Hai ? • Yah Time applicant ke Geographical Location par depend karta hai. Pahle bahut kam log iske bare me jante the so jaldi approval mil jata tha. Lekin ab Kuchh jyada samay lag jata hai. Aise me intzaar karna hi sahi hai. tab tak Blog ke Traffic ko badhane par dhyan de. Yadi aapka kismat achchha hai to may be one to two days me approval mil jaye. • Q. Adsense Payment kab aur kaise karta hai ? • Google Adsense ka Payment threshold $100 hai. • Iske baad hi Google Payment release karta hai. • Yah wire Transfer se aapke account me payment transfer karta hai. • Is Month ka Payment Next Month aayega. • Payment release ka email month ke 21 taarikh ko ata hai. • Account me Payment 26 ya 27 Taarikh ko aata hai. www.gurujitips.in
22
Note : Payment Receive karne ke liye Adsense Account ka PIN verified aur Tax information Submit hona chahiye. Tax Information aapke Business ke Geo Location aur Nature par depend karta hai.
www.gurujitips.in
23
Yadi aapka Residence US (United State) nahi hai to sabhi me No Option Select kar le. Adsense Account Kaise Banaye ka sabhi Steps Complete ho gaya. You may also read : [ads2] SEO Purpose ससे Site Launch ससे पहिलिसे Domain कपैससे Park करय ? High Quality Content Kaise Likhe ? [Case Study] Bounce Rate Kya Hai aur Ise Kaise Check Kare ? SEO Tutorial for Beginners in Hindi Ummid karta hu Adsense Account Kaise Banaye Full Guide for Beginner aapko Adnsense Account Create me bahut madad karega. Yadi aapko Adsense Account Create karne me koi Problem ho to Comment me jaroor puchhe Aapki sahayta kar hame khushi hogi. Adsense Account kaise banaye Yah Post kaisa laga Comment me apna bataye. Is Article ko apne Social Media Profile Par Jaroor Share kare. Iske liye aapko Agrim Dhanyawaad ! www.gurujitips.in
24
Thank You If You have any Question You may ask in Post Comment Stction http://gurujitips.in/adsense-accoun t-create-full-guide/ www.gurujitips.in
25