Top 5 best photo editing app in hindi techkashif.com/top-5-best-photo-editing-app-in-hindi
Top 5 best photo editing app in hindi | hello friends, aaj hum janenge top 5 photo editing app ke bare me. Agar aap regular basis par photo edit karte ho yaa photo editing karne ka shoq hai to humara ye post aapke liye hai. Waise to aapko lakho photo editing apps mil jayenge lekin me aapko top 5 photo editing app 2019 bataunga. Ye sabhi app se aap ek professional ki tarah bhi Editing kar sakte hai aur kisi ko pata bhi nahi chalega ki wo editing smartphone se ki gayi hai. Aaiye jante hai Top 5 best photo editing app 2019 ke bare me.
Photo editing app ka jarurat kyu parta hai? Dosto, agar aap apne photo me lighting jyada karna chahte hai ya kam karna chahte hai to aapko uske liye editing app ki jrurat paregi. Sath hi aap editing app ke help se background remove, colour correction, Background change jaise kam bhi kar sakte hai.
1/4
Chaliye jaan lete hai wo kon se best app hai jinka istemal aap photo edit karne ke liye kar sakte hai.
1 – PicsArt Photo Editor Ye app photo edit ke liye sabse jyada use kiya jane wala app me se ek hai. Ese aap all in one app bhi keh sakte hai kyuki iss ek app ko use karke aap ye sabhi kam kar sakte hai. background remove background change Collage maker & Grid Drawing & Camera
2 – Adobe Lightroom Ye ek professional editing app hai. Smartphone aur computer dono ke liye ye app available hai. Iska istemal karke aap bilkul professional editing kar sakte ho. Isme ye kuchh special function milte hai. Pro level camera Presets filter Free adobe creative cloud
3 – Snapseed Ye mera favorite app me se ek hai. Isme bhi aapko ek pro level ki editing dekhne ke liye milti hai. Isme bahut sare function hai jinka istemal karke aap ekdam professional editing kar sakte ho. Iske kuchh features ke baare me jan lete hai. 1. Tune image 2/4
2. 3. 4. 5. 6. 7. 8. 9. 10. 11. 12. 13. 14. 15. 16.
Details Crop Rotate Perspective White balance Brush Selective Healing Vignette Curves Text Lens blur Glamour glow HDE scape Face pose
4 – B612 Beauty & Filter Camera Ye ek photo filter app hai jisse aap direct filter ke saath photo click kar sakte hai. Isme aap photo edit bhi kar sakte hai. Sath hi aap isme music ke saath video bhi recording kar sakte hai. Gallery ki koi photo ko agar aap filter dena chahte hai to is app ke jariye de sakte hai. Iske kuchh features ke bare me jan lete hai. 1,500 stickers Real time beauty effect Create high quality music video
5 – PhotoLab Isme aapko 900 se jyada effect mil jayenge jiska istemal aap apne photo me kar sakte hai. Isme diye huye kuchh features ke bare me jan lete hai. Neural Art Style Photo Frames Realistic Photo Effect Photo Filter Photo Collage
Conclusion Dosto, is post me humne jana Top 5 best photo editing app ke bare me. Post kaisa laga comment me batana naa bhule. 3/4
Dosto ke saath humari ye post jarur share kare. Also Read, Edit Post
4/4