Advertisement
The "SChazli KaBir" user's logo

SChazli KaBir

Pakistan

Uski ankhon ko kabhi ghor se daikha hai Faraz sonay walon ki tarah jagnay walon jaisi... The things that make me different are the things that make me. "Jo dhundne niklo ge to saya saraab hu, jo muund lo ye ankhain, tmhara e khawab hu.." (sChazi) "Tu saawan ka pehla qatra tu barsaat ki pehli boond tu barkha ki meethi rim jhim tu matti ki meethi soond jis bhi saaz pay barish gaa'ye tu us geet ka pehla sur jo bhi dil ki baazi paa'ye tu us jeet ka pehla gur jitni bhi hein piyar ki gazleiN tu un sab ka pehla misra jitnay bhi hein dil kay qissay tu un sab ka pehla fiqra tu awaz ka pehla jadu khaamoshi ki aakhri dhun jis nay tum say piyar kiya hay us ki tu awaz bhi sun tu is dil ki pehli dhaRkan tu is aankh ka aakhri ashk tu saaNso'n ki pehli halchal tu jeewan ki aakhri kask..."

Publications