Instagram username kaise change kare techkashif.com/instagram-username-kaise-change-kare
Instagram username kaise change kare | hello friends, aaj hum sikhenge instagram me username kaise change karte hai. Dosto, instagram ek bahut hi bada social media platform hai jaha millions se bhi user’s hai. Is post me hum janenge instagram kya hai aur instagram username kaise change karte hai.
Instagram kya hai? Request send karke chatting ke saath saath photo aur video bhi share kar sakte hai. Instagram bhi Facebook ke jaisa hi kam karta hai. Yaha pe jab users aapko follow karte hai to wo followers me show hote hai, aur agar aap kisi ko follow karte hai to wo following me show hote hai. Instagram par 2 types ke profile Create hote hai. Business Account personal Account Business Account : par business profile banakar aap income kar sakte hai, saath hi agar aapka koi business hai to use increase kar sakte hai. 1/3
par business profile banakar aap income kar sakte hai, saath hi agar aapka koi business hai to use increase kar sakte hai. Business profile ke jariye aap apne kisi product ka advertisement kar sakte hai aur apne business ki sell badha sakte hai. Personal Account : instagram personal account thik waisa hi hai jaisa ek facebook account. Jaise facebook par user aapko friend request bhejta hai aur use accept karne ke baad hi wo aapke profile me add hota hai. Thik waise hi instagram personal account hone par user aapko request send karta hai aur jab aap uske request ko confirm kar dete hai to uske baad hi wo aapke profile me di huyi saari details ko dekh sakta hai aur likes comment kar sakta hai.
What is the meaning of instagram in hindi Agar aap soch rahe hai ki instagram ka meaning kya hai to aaj hum aapko details me samjha denge. Instagram ko do sabdo se jodkar banaya gaya hai. Instant+Camera= Instagram Jise aap photo share karna bhi keh sakte hai, ese Kevin Systrom aur Mike Krieger ne banaya hai. Ese sabse pehle October 2010 me apply user’s yani ki iOS operating system ke liye banaya gaya tha. Phir 2 saal baad Instagram ko android phone ke liye bhi launch kar diya gaya.
Instagram username kaise change kare? Apne Instagram account open kare aur profile ko open kare. profile open karne ke baad aapko edit profile ka option show hoga, us option par click kare.
2/3
Ab aapke samne bahut sare option show honge jinhe aap edit kar sakte hai. Name Username Bio Phone Number Email Username change karne ke liye username ke option par click kare aur jo bhi username aap dalna chahte hai use dal dijiye. Wo username available nahi hua to waha not available show hoga, to esa username dale jo instagram par kisi ne istemal naa kiya ho. Ab upar ki tarah right side me diye huye righ tick mark par click karke setting save kar lijiye Aapne successfully apna instagram username change kar liya hai.
Conclusion Is post me humne jana ki instagram kya hai aur instagram username kaise change kare. Post kaisa laga hume comment box me batana na bhule. Apne dosto aur family ke saath post share jarur kare. Tags Instagram username kaise change kare Edit Post
3/3