Noor-e-Irfaan Volume 5

Page 1








RATT-JAGAA SURAEE QADR KAR LE NOOR DAAMAN MEI(N) WAL FAJR BHAR LE INNAMAA KO TAHAARAT MILI HAY AAJ ZAHRA KI SHAADI RACHI HAY JAAMe KAUTHAR KE BAT NE LAGEI(N) HAI(N) JOH THE BEHKE SAMBHAL NE LAGEI(N) HAI(N) MAYQADE SE SADAA AA RAHI HAY AAJ ZAHRA KI SHAADI RACHI HAY KEHDO SURAJ SE BHI DUUR JAAYE KAR DO E’ELAAN WOH WOH NA AAYE AAGH JIS JIS KO BHI LAG RAHI HAY AAJ ZAHRA KI SHAADI RACHI HAY CHAAND SHARMAA RAHA HAY BICHAARA BAYTE ZAHRA MEI(N) HAY HUSNa SAARAA HAR TARAF ROSHaNI ROSHaNI HAY AAJ ZAHRA KI SHAADI RACHI HAY LIKH-KHU(N) “MAAJID”KHUSHI KE FASAANE “SHAADaMAAN” TUM SUNAAOO TARAANE YEH PAYAMBAR KE GAR KI KHUSHI HAY AAJ ZAHRA KI SHAADI RACHI HAY

AL AJAL AL AJAL YAA IMAME ZAMAA(N) ATFS AL–AJAL AL-AJAL YAA IMAME ZAMAA(N) AL- AJAL AL-AJAL YAA SHAHE I(N)SO JAA(N) AAPa NOORE KHUDA HAI(N) SHAHE BEHRO BAR AAP SHAMSE NABUWAT KE HO QAMAR MUNTAZIR AAPa-KE HAI(N) SAB JIN-NO BASHAR AL GIYAATH KHAALIQE SAYAADUL-IHTIRAAM AL GIYAATH MERE MAWLA AY MERE IMAAM AL GIYAATH AY HAMAARE IMAME ZAMAA(N) SHAAHa RANGE ZAMAANA HAI BIGRAA HUWAA DILSE IMAAN LOGO(N) KAA UKHRAA HUWAA LAAWO TASHREEF JALDI IMAAME ZAMAA(N)

2


ZULFIQAARE ALI KO MIYAANa SE LO ISLAAMI ALAM KAANDHE PE RAKHO KARDO SHAAHa JAHAA(N) MEI(N) AMNO AMAA(N) SHIYO(N)KO MAWLA JALDa SHAADa KARO AUR ADLaSE JAHAA(N) KO AABAAD KARO WAASTA PANJETAN KA IMAME ZAMAA(N) HAY YEH KHUD EK GULAAM AAPKA MAWLA USPE RAKHIYO NIGAAHE(N) KARAM AAQAA RAWZE MAHSHAR SHAFE’ HO IMAAME ZAMAA(N)

AL MADAD MAULA RAZA AL MADAD MAULA RAZA AL MADAD MAULA RAZA RAUZO SHAB, SHAM-O-SAHAR YE WAZIFA HAI MERA GARDISHE AY-YAAM MEI(N) GIRKAR MEI BILKUL CHUR THAA ZINDAGI SE DUUR APNE AAPSE BHI DUUR THAA US GHARI MUJ(H)KO TERE DARKA SAHARA MILGAYAA KOWN HAY DILKI MURADE JO YAHA(N) PAATAA NAHI(N) AAP KE DAR SE KOI BHI KHALI HAATH JAATAA NAHI(N) HAM KO DAR SE AAP KE AWQAAT SE ZIYADAA MILAA KHALQ MEI(N) MASHUUR HAI MUSHKIL KUSHAYI AAP KI KAR RAHE HAI JAANO DIL MIDHAT SARAYI AAP KI DUUR HO MUSHKIL HAMARI AY MERE MUSHKIL KUSHA JO TABI-BOO(N) KI NAZAR MEI(N) THAA MARIZE LAAI LAAJ DE-RAHI THI MOUT KO BHI ZINDAGI JIS KI KHIRAAJ WO MARIZE LAA DAWAA DAR PAR TERE ACHA HUWA MIL NAHI(N) SAKTI MERE MAULA TERI KOI MISAAL JAANE AHMED RUHE HAIDAR FATEMA ZEHRA KE LAAL AY SHAHAN SHAAHE KHURASA(N) IBNE SHAAHE KARBALA AAJ BHI DUNIYA MEI(N) JARI HAY SAKHAAWAT AAP KI ZARF SE BAR(H)KAR ATAA KARNA HAI AADAT AAP KI GHAYB SE HAR EK MO’MIN KA HO AB KARZA ADAA HO SHAHE WALA KE MATAM DAAR JO BIMAAR HAI(N) HAR GARI JO ISHKE AHLEBAYT SE SARSHAAR HAI(N) SAY-YADE SAJJAD KE SADQE MEI(N) WHO PAAYE(N) SHIFAA 3

















































Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.