ADHD in Hindi – Mashtishk Sambandhi Ek Rog

Page 1

ADHD in Hindi – 40, Attention deficit hyperactivity disorder- 2900, adhd symptoms-1300, adhd treatment- 1300, causes of adhd - 170 Title ADHD in Hindi – Mashtishk Se Sambandhit Ek Vikar

Des

Janiye ADHD in Hindi, yeh vikar hai to samanya lekin ise aasani se hum samjh nahi pate hai. Aap bhi iske lakshano ko samjhe aur upchar ko jane. Body: Aak ke samay mai bahut se aise vicar ya rogo ke bare mai sunane ko milta hai, jiske bare mai pahle kabhi suna hi nahi hota hai. Kuch rog to aise hote hai jinke naam bhi kabhi nahi sune. Aisa hi ek vicar hai ADHD arthat Attention Deficit Hyperactivity Disorder syeh mashtishk se sambandhit ek vicar hai. Jaike bare mai yakinana aap nahi jante honge. Yeh baccho aur bado dono ko ho sakta hai, lekin baccho mai iss vicar ke hone ki sambhavna adhik hoti hai. Iss bimari mai vyakti ka vyayhaar badal jata hai aur yaadasht kamjor ho jati hai. ADHD tantrika se juda huya ek vikar hai, jo sikhne, dhyan dene aur vyavhaar par apne prabhav dalta hai. Isse becheni, roshpurn vyayhaar, dhyan bhatkna aur ati-skriyta jaisi paristhitiya paida ho jati hai. Isse grasit bacche school aur ghar ke kaamo mai dhyan kendrit nahi kar pate hai. Yeh bachpan ke samanya vikaro mai se ek hai tatha kishoravastha aur vyask hone tak jari ras sakta hai. Dusre shabdo mai kaha jaye to iss rog se grasit vyakti kisi bhi chij par dhyan kendrit karne ki shamta ka sahi istemal nahi kar pata hai. Mana jata hai ki rasayano ke istemal se dimag ki kamjori ki wajah se yeh kami hoti hai. Aaiye jante hai ADHD in Hindi ke bare mai vistar se. ADHD in Hindi: Janiye Iske Lakshan aur Upchar ke Tarike ADHD Kya Nahi Hai Baccho mai kuch samanya vyavhaar dekhe jate hai jaise rosh se bhar jana, adhik baate karna, khelte samay anya bacchi ke sath ugra hona, kuch karte samay dhyan bhatak jana yeh sabhi kuch baate hai jo bacchi mai aksar dekhi jati hai. Jab baccha apne niyamit kaam aur padai-likhai thik tarah se kar pa raha hai. To yeh ADHD nahi hai. Types of ADHD: Iske Prakar Yeh do prakar ka hota hai aur tisra inn dono ka mishran hota hai. Isme pahle hai ADHD-Hyperactive Impulsive Type, iss vikar se pidit baccho mai kam umra mai hi iske lakshan dikhai dene lagte hai.


Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.