Anorexia Symptoms: Pahchaniye Iske Lakshan Ko

Page 1

Anorexia Symptoms, Dieting Disorder ke Lakshan ko Pahchaniye.

Anorexia ek aam dieting disorder hai, jise halke mai nahi liya jana chahiye. Yadi aap ya aapka koi bhi family member iss dieting disorder ke karan chintit hai. To aaj se hi iss ka ilaj shuru kijiye. Isliye aaiye aaj iss article mai hum aapko batate hai, Anorexia Symptoms. Jisse mai ki aap kuch sharirik, vyavahrik aur bhavnatamk lakshan ke baar emai jan janyenge. Dieting disorder se 1-5 % tak ki jansankhaya ko prabhavit karta hai aur yeh 13 se 30 tak ki umra ke beech ki mahilao mai jyada paya jata hai. Halaki yeh samasya admiyo ko bhi kisi bhi umra mai prabhavit kar saktai hai. Vese iss bimari ka ptaa gambhir isthiti mai pahuchane ke baad hi lagaya ja sakta hai. Isse pidit 20 % logo ko mout ka khatar rahta hai. Kahne ka matlab hai ki, jab log iss bimari se puri tarah ghir jate hai. Tab unka iska ptaa chalta hai ko vah isse pidit hai. Aise mai inn logo ko chekup ki bahut jarurat hai. Kyoki iss bimari se bachne ke liye vikalp kam hai. Pro Stephen Toys ne kaha, agar aapko pahle se hi ptaa lag jaye ki aap iss bimari se pidit hai, to iska upchar behtar tarike se kiya ja sakta hai. Ab prayas kiye ja rahe hai ki, iss baare mai logo ko jagruk kiya jaye. Anorexia Symptoms ko Pahchan kar Dur Rahiye iss Bimari se

Khane se Dur Bhagna Anorexia Symptoms ki baat kare to hum bol sakte hai ki, khane se dur bhagna iska sabse badha lakshan

hai. Jin par iss dieting disorder ka khatra hota hai. Vah bhuk hone se inkar karte hai chahe unhe bhuk lag rahi hai. sharir ko bhojan ki jarurat hone par par bhi khana nahi khate hai. Khane ki Aadto mai Achanak Badlav Yadi koi vyakti khane ki aadto mai achanak badlav karta hai to yeh anorexia ka lakashan ho sakta hai. Isse gup-chup khana, kuch vishesh prakar ke khadya padarth par hi jor dena. Atyaadhik Vajan Ghatna


Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.