Appendicitis Treatment: Paaiye Is Bimari Se Chhutkara

Page 1

Appendicitis Treatment ke Dawra Paiye Pathari se Chutakara Appendix aanto ka ek tukda hota hai aur iske sankraman jko Appendicitis kahte hai. Yhe pet dard paida karne vala ek aam karan hai. Yeh samasya 10 se 30 saal ki umra ke logo mai hona aam hota hai. Yeh mahilao ke mukable purusho mai jayad dekhne ko miltah hai. Lekin aap chahe to iss bimari se bach sakte hai. Jiske liye aaiye aaj iss article mai hum aapko batate Appendicitis Treatment. Jisse aap pathari ki bimari se bach sakte hai. Rogi ko agar appendicitis hai to, uske pet ke daye bhag mai niche ki taraf dard, bhuk mai kami aayegi, ulti, matli, kabj, gas na nikalna, pet mai sujan aur halka si bukhar rah sakti hai. Appendicitis chhoti aant aur badhi aant ke beech ki kadi hai, jo shatut ke aakar ki hoti hai. Yeh aanto se bahar ki aur nikal jati hai. Pahle iski upyogita ke bare mai jankari nahi thi. Aksar chikitsak pet dard hone par Appendicitis ko hata dene ko sahi mante hai. Ise marijo ko koi samasys nahi hoti hai. chikitsak ne appendicitis par study ke baad paya hai ki ek swasth sharir ke liye iska hone jaruri hai. Isse manushaye ke pachan parnali ke liye acche vale bacterial ko jama karke rakhne vali theli hoti hai. Jiske karan jab hamare sharir ke bacterial mai lambe samay se rogo ki vajah se kami ho jati hai. Aisi isthiti mai aap theek tarike se ialj nahi karenge to to aapke pet ke daye hisse mai gola ban jayega. Isliye ho sake to iske lakshan dekhane par turat doctor se sampark kare aur iska ilaj kare. Taki aap ek swasth jivan jee sake. Kyoki aisi isthiti lambhe samay tal bane rahe apr aant sankramn hokar appendicitis ke fattne ki isthiti aa jati hai. Iske fattna ek bahut khatarnak isthiti hai. Isliye aapko iska sahi samay par ilaj karna bahut jaruri hai. Appendicitis Treatment Dwara Bachaiye Pathari ke Dard se

Lahsun


Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.