Janiye Foods to Eat to Get Pregnant Aur Rahiye Swasth

Page 1

Janiye Foods to Eat to Get Pregnant se Judhe Kuch Tathye Maa banana har istri ke liye sabse adhik kimti aur man chaha pal hota hai. Parantu jab kisi istri ko garbhvati hone mai mushakil hoti hai, to iske karan vah tanavgrast ho sakti hai. Saath hi vah apne aap ko bahut kamjor mahsus karti hai. Jiske liye chaliye aaj iss atical mai hum aapko batate hai, Foods to Eat to Get Pregnant. Jisse har mahila apne maa banane ke sapne ko aasnai se pura karke ek khushhal jivan bita sakti hai aur hamesha swasth bhi rah sakti hai. Halaki mahilao mai banjhpan ke kai karano ho sakte hai. Parntu aisa mante hai ki ucchit aahra sahi tarike se lena bhi prabhavi hota hai. Isse unki yhe samasya hamesha ke liye khatam hojati aur vo ek swasth garbhavastha ko enjoy kar sakti hai. Vese khadya padarth na keval sharir mai hormone ko balance karte hai balki parjaan kshamta ko bhi badhate hai. Saath hi mahilao mai garbhavti hone ki sambhavna ko bhi badhate hai. Isliye aapko niyamit roop sw sahi aahar lena bahut jaruri hota hai. Hamare aahar aur poshan vishagye Do Neha Sanvalak ne yaha kuch khadya padarth bataye gaye hai. Jinhe har us mahila ko apne aahar mai shamil karna chahiye jo grabhvati hone ki yojna bana rahi hai.

Foods to Eat to Get Pregnant Dwara Paiye Swasth Garbhavastha ka Ahsaas Sabjiya Foods to Eat to Get Pregnant ki baat kare to green vegetable ka naam sabse pahle aata hai. Khadya padarth jo mahilao mai parjaan kshamta badhte hai. Isliye agar aap grabh dharan karne ja rahi hai, to acche aahar ka sevan jarur kijiye. Jis ke liye hari pattedar sabjiya bahut jaruri hoti hai. Inn sabjiya mai folic acid aur iron prachur matra mai hote hai. Jo un mahilao ke liye bahut adhik laabhdayak hai, jo garbhvati hone ki yojna bana rahi hai. Ek majbut endometrial lining ke vikas ke saath-saath iron zygote ko garbhashaya se jodne mai madad karta hai. Broccoli


Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.