Swimmers Skin Care Tips: Janiye Isse Hone Wal

Page 1

Swimming ke Douran Twacha Par Tanning Dur Karne ke Upay Tairaki karna swasth ke liye accha mana jata hai. Lekin swimming ke jitney fayde hai to kuch nuksaan bhi hai. Tairaki se aapko kai swasth samasyaye bhi ho sakti hai, itna hi nahi tairaki ke douran aapko sabse adhik samasya hoti hai tanning ki. To aaiye swimming ke douran tanning ko dur karne ke liye kuch behatrin upay ko jane aur jane Swimmers Skin Care Tips. Tanning se aapki twacha kharab ho sakti hai. Haalaki tanning ke karan kai aur bhi ho sakte hai, lekin mukhya karano mai tairaki ko hi mana jata hai. Tairaki ke douran twacha par tanning na ho iske liye aapko kuch upay apnane honge. Aamtour par tanning ka matlab hai twacha ka kinhi karano se dark hona. Yani aapki twacha ka gora rang kala pad jana. Kai baar tanning tez dhoop ke karan hi pad jati hai, jise aap sun burn bhi kehte hai. Haalaki surn burn se twacha jalti hai aur ekdam laal ho jati hai, isme kai baar rashes ya laaldane bhi ho jate hai, lekin tanning mai twacha din-pratidin kali padti jati hai.


Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.