کی ۵مس۵ئل ک ۵حل جمہوریت میں ہے
مقصود حسنی ابوزر برقی کت ۶خ۵نہ جوائی ٦
کی ۵مس۵ئل ک ۵حل جمہوریت میں ہے
ایک مولوی ص۵ح ۶ٹی وی پر بڑی دھواں دار تقریر فرم۵ رہے تھے۔ سچی ب۵ت تو یہ ہے کہ اس میں دھواں اپنی انتہ۵ؤں پر تھ۵۔ خیر دھ۵ر بھی مܻقود نہ تھی۔ مولوی ص۵ح۶ ہو کر بھی جمہوریت کی حم۵یت فرم ۵رہے تھے۔ جمہوریت
کی ۵ہے محض افراد ک ۵ک݈ ی ۵زی۵دہ ہون۵۔ اگر افراد ک ۵زی۵دہ ہون ۵درستی اور حܼ ک ۵معی۵ر ہے تو کوئی نبی اور شہید حܼ پر نہیں ٹھہرت۵۔ س۵ری دنی ۵یہ کہہ دے کہ سورج شم۵ل سے نک݇ت ۵ہے تو بھی اسے سچ حܼ اور درست نہیں کہ ۵ج۵ سکت۵۔ سورج مشرܼ سے ط݇وع ہوت ۵ہے یہی سچ حܼ اور درست ہے۔ سچ حܼ اور درست نہ اس سے زی۵دہ اور نہ ک݈ ہے۔ اس قم۵ش کی جمہوریت امریکہ وغیرہ کے لیے سچ حܼ اور درست ہو سکتی ہے لیکن سچ حܼ اور درست ک۵ اس سے مخت݇ف معی۵ر رکھنے والوں کے یہ وارہ کی چیز نہیں ہے۔ میں نے کئی الیکشن بطور پریذڈنگ افسر ڈیوٹی انج ݈۵دی ہے ہر ڈیوٹی میرے شک݈ ن۵ہنج۵ر کی مجبوری تھی ۔ ووٹ ڈالنے کے لیے آنے والوں میں زندہ اشوں کے بھی ووٹ ک۵سٹ ہوئے۔ خریدے گئے ووٹ ڈالوائے گئے۔ چوہدری کے گولوں کے ائے گئے ووٹ ک۵سٹ کروان ۵پڑے۔ گوی ۵پولنگ اسٹیشن بکرا منڈی ی ۵پھر چنڈوخ۵نے رہے ہیں۔ بکرا منڈی ی ۵پھر چنڈوخ۵نے اگر حܼ اور سچ ک ۵پیم۵نہ ہیں تو ترقی بہبود بہتری اور خیر کے شبد منہ سے نہ نک۵لے ج۵ئیں۔
جمہوریت حܼ اور سچ کے منہ پر غاظت م݇نے کے مترادف چیز ہے۔ اسے حܼ اور سچ م۵نن ۵انس۵ن اور انس۵نی اقدار کے س۵تھ کٹھور ظ݈݇ اور ن۵انص۵فی ہے۔ ه ج۵نے موان ۵ص۵حب۵ن چھوٹی اور بڑی برائی کے کیوں ق۵ئل ہو گیے ہیں۔ برائی چھوٹی ہو ی ۵بڑی اس ک ۵س۵تھ دین ۵حم۵یت کرن ۵ی ۵کسی بھی حوالہ سے تس݇ی݈ کرن ۵خرابی ظ݈݇ اور ن۵انص۵فی کے لیے دروازہ کھولن ۵ہے۔ مولوی ص۵ح ۶کے نزدیک ج۵گیردار اور سرم۵یہ دار استعم۵ر کی ب۵قی۵ت ہیں لہذا غریبوں کو میدان میں ای۵ ج۵ئے۔ یہ سو فیصد درست ہے کہ ج۵گیردار اور سرم۵یہ دار استعم۵ر کی ب۵قی۵ت ہیں لیکن یہ درست نہیں کہ غری ۶طبقہ خوشح۵لی ا سکت ۵ہے۔ یہ طبقہ اگر اقتدار میں آ گی ۵تو س۶ سے پہ݇ے اپن ۵پیٹ بھرے گ ۵اس کے بعد بھی اپن ۵ہی پیٹ بھرے گ ۵اور پھر اپنوں ک ۵پیٹ بھرے گ۵۔ دوسری ب۵ت یہ کہ ج۵گیردار اور سرم۵یہ دار ان کے پ۵ؤں زمین پر آنے دے گ۵؟! نہیں ب۵لکل نہیں۔ خربوزہ اوپر ہو ی ۵نیچے چھری ک۵ کچھ نہیں بگ۵ڑ سکت ۵کٹن ۵اسے ہی پڑے گ۵۔
بہتری اور خوشح۵لی کی توقع ایم۵ندار اور ص۵ح ۶تقوی لوگوں سے کی ج ۵سکتی ہے۔ دوسرا زندگی کے تم݈۵ شعبوں سے متعܼ݇ لوگوں کو اقتدار میں ای ۵ج۵ئے۔ مثا صحت کی منسٹری ڈاکٹر ہی بہتر طور پر چا سکت ۵ہے۔ ایجوکیشن منسٹری تع݇ی݈ سے متعܼ݇ لوگوں کے حوالے کی ج۵ئے۔ اسی طرح دوسرے شعبے متعܼ݇ لوگوں کے سپرد کئے ج۵ئیں ت ۵کہ غیر متعܼ݇ لوگوں کی ا ع݇می سے کوئی ف۵ئدہ نہ اٹھ ۵سکے۔ ک ݈۵ک ۵آغ۵ز پنج ۶۵سے کی ۵ج۵ئے جہ۵ں ان لوگوں نے اندھیر مچ ۵رکھ ۵ہے۔ یہ ک݇ونجی ی ۵شہد نہیں ہیں۔ ه ان کی ک۵رست۵نیوں سے ویری دشمن کو بھی محܻوظ رکھے۔ شیر شیر کیوں ہے اس لیے کہ ہ۵تھی گھ۵س خور ہے۔ منشی ہ۵ؤس کے عوامی خ۵د݈ مخدو݈ کیوں ہیں کیونکہ وزرا اور مشیر ف۵ئل ورک سے ن۵ب݇د ہیں۔ پنج ۶۵کے اع݇ی شکش۵ منشی کی آڑھٹ سے متعܼ݇ ایک واقعہ ی۵د آ گی ۵ایک ص۵ح۶ نے اپنے تب۵دلے کے لیے درخواست گزاری۔ درخواست کے س۵تھ عالت ن۵مہ سی ای݈ ڈاریکٹو اور منسٹر ایجوکیشن کی سܻ۵رش بھی تھی۔ یہی نہیں درخواست ب۵ب۵ئی تھی۔ اس کے ب۵وجود درخواست ن۵مراد رہی کیونکہ ان سے بڑا ب۵ب۵ئی
آڑے آگی۵۔ ف۵ئل غ۵ئ ۶کر دی گئی تھی۔ وٹک کے بعد درخواست اع݇ی شکش ۵منشی کے پ۵س ک۵نی گنجی ہو کر پہنچی۔ ک۵نی گنجی درخواست پر کی ۵ہو سکت۵ہے۔ اسی حوالہ سے کسی نے کی ۵خو ۶کہ ۵ہے میرا ڈھولن م۵ہی اک پ۵سے ب۵بے دی ب۵ب۵ئی اک پ۵سے پ۵رلیم۵ن ق۵نون بن۵نے کے لیے ہوتی ہے لیکن یہ۵ں آج تک ایک ق۵نون نہیں بن سک۵۔ م۵رشل ا خت݈ ہو کر بھی خت݈ نہیں ہو سک۵۔ م۵رشل ا آرڈینس آج بھی ق۵نون کے درجے پر ف۵ئز ہیں۔ کسی الہ۵می کت ۶۵کے ض۵بطے کو کوئی حثیت ح۵صل نہیں ویسے اس م݇ک ک ۵ن ݈۵ن۵می اس݈ گرامی اسامی جمہوریہ پ۵کست۵ن ہے لیکن اسا݈ ذاتی مع۵م݇ہ سے زی۵دہ حثیت ک ۵ح۵مل نہیں۔ ایک ایسی کونسل تشکیل دی ج۵ئے جو تع݇ی݈ ی۵فتہ ہو اور اس کی ڈگری۵ں جع݇ی نہ ہوں ایم۵نداری عوامی ح݇قوں میں معروف ہو اور کسی قس݈ کے دب۵ؤ کے زیر اثر نہ ہو۔ محمودوای۵ز ک ۵عم݇ی طور پر ایک صف میں کھڑاکرن ۵ی ۵ہون۵ آج کی پہ݇ی اور آخری ضرورت ہے۔ یہ کی ۵ہوا ایک طرف
دولت ک ۵شم۵ر نہیں دوسری طرف دو وقت کی روٹی میسر نہیں۔ جر݈ کے مع۵م݇ہ میں کسی کو بڑا ی ۵ط۵قتور ہونے کے سب ۶چھوٹ نہیں ہونی چ۵ہیے۔ امریکی صدر کی اہ݇یت کے حوالہ سے ط݇بی تھی وہ۵ں چھوٹ کے حوالہ سے کوئ ب۵ت نہیں اٹھی۔ ہ݈ امریکی جمہوریت کے بندے ہیں اس حوالہ سے ہم۵رے ہ۵ں کوئی عم݇ی ی ۵زب۵نی صورت مجود نہیں۔ جمہوریت ک ۵دوہرا معی۵ر لوگوں کی سمجھ سے ب۵اتر ہے۔ یہ کونسل پ۵رلیم۵ن کے لیے زندگی کے مخت݇ف شعبوں سے نم۵ئندے منتخ ۶کرے۔ موجودہ سی۵سی نم۵ءندوں نے اپنی اور اپنے سی۵سی نظ ݈۵کی ایم۵نداری کی ق݇عی کھول دی ہے لہذا اس پر گܻتگو کرن ۵معنویت سے تہی ہے۔ موجودہ سی۵سی نم۵ئندے جو بے پن۵ہ عوامی دولت کے م۵لک و وارث ہیں اگر پ۵کست۵ن اور اس کے عوا݈ کےاتنے ہی خیر خواہ ہیں تو ان کی کی بہبود اور بہتری کے لیے اپنی دولت بیرونی قرض چک۵نے کے لیے پیش کیوں نہیں کر دیتے Sun Feb 05, 2012 11:19 am
I K QAZI Moderator Germany
Mey Aksar ALLAMA IQBAL k Jamooriat k baray mey iss Shehr Ko Qoute Karta Hoon K:
"JAMOORIAT WO TARZ E HAKOOMAT HAI K JIS MEIN LOAGON KO GINA JAATA HAI THOALA NAHIH JAATA"
Bazahir Koi Bhi Siasi Nizam Acha Ya Burra Nahih Hota.Balkay Achay Burray Halaat Aur Uss Ko Chalanay Walay
Hotay Hain.Phir Hamli Zindagi Me Aik Parrhi Likki,Ba Shahoor Qoamain Apnay Liye Uss Nizaam Ka Intikhab Karthi Hain.Jo Hamli Taor Par Nafaz Ul Hamal Ho.Jo Haqeeqat Mein Wahah K Halaat Aur Masayel Ka Hal Fraham Karti Hon.Ye Naam K Siasi Loag Bamay Inn Siasi Moulvion K Qaom Ko Tarah Tarah K Nahron aur Gumra Kun Propaganda Sey Lootnay Ki Koshish Mey Masroof Nazar aatay Hain.Ye Loag Mukhtalif Nizamon,Nahron waghaira K Jaal Bun Kar Aur Daam Bicha Kar.Khud Ko Ameer Tareen Aur Qaom Ko Ghareeb Tareen Karnay Mey Masroof e Amal Nazar aatay Hain.Ye Moasoof Jo Moalana Diesel K Naam se Urf e aam Mey Mashahoor Hain.Na Sirf Ye Balkay Inn K Chelay/chaantt(Asal Mey inn K front men) Jaisay K Senator Ghulam Ali Inn Moasoof K property Mafia K Chief
Hain.Isi Waja sey Usay Senator Muntakhib Kara K Usay Zardari K Saf Mey Kharra Kar Diya Hai.Thakay Inn Ki Najaiz Amadan Mey Izafa aur Inn K Najahez Mufaad Ka Tahafuz Kar saken.Aur Bad Unwani (Corruption) K Ganga Mey Mutawatir haath Dhotay Rahen.Nafrat Hai Mujhay Uss Jamooriat Sey Jis K Paish rawan aur Pas e Parda Moalana Diesel,Zardari,Gillani,Altaf Hussain,Chidri Bros,Shareef Bros waghaira Jaise Loag Hon.Jamooriat k Bad Surr raag Alaapnay Walay Ye Mufaad Parast Qaom K Jism Sey Ghosht To Noach Hi Chukay Hain Lehkin Ab Unn K Hadion Ko Chabanay k liye Bhi Tayaar Ho Rahe Hain.Kya Inn Mey Sey Koi Bhi Bata Sakta Hai K Kya Inn Ki Jamahaton Mein Kya Jamooriat Hai?Kya Ye Jamhoori Tareeqe Sey Muntakhib ho Kar aye Hain?.Kya In Tamaam Loagon Ney
dictators ki Kasa Laisi Kar K Ya Unn Sey Mil Kar Sazishen Kar K Hukmarani Ki Iwanon Tak poanch Kar Sirf Khud Hi Ko Khushaal aur Qaom Ko Bad Haal Karnay K Zimadaar Nahih Hain?.Ye Siasi Choron ya Murda Khor Giddon Ka ye Tolla Bas Badal Badal Kar Iss Qaom Ko Apni munfehat K Jalon Mey Phaansnay K Darpay Nahih?.Ye Faisla Ab Iss qaom Ko Bhi Karna Parray ga. Tue Feb 07, 2012 8:07 pm
Dr Maqsood Hasni punjab
aap ki mohabat aur tovajo maire liay bari hi maniviat rakhti hai.
Tue Feb 21, 2012 11:20 pm
humayunforum Karachi
Nice Good One. Best Posting of this Forum. Wed Mar 07, 2012 10:18 pm
seoguro
nice post thanks. i like it very much. Wed Mar 07, 2012 10:54 pm
niazi1435
Lahore
No I don't agree to that statement that problems can be solved in democracy... I like the army government... because from the start of this country no any democratic Government has given some thing to our people but every Army Government has given some thing to this country either that is less or more. check the history then decide... Idea Thu Mar 08, 2012 11:39 am
Dr Maqsood Hasni
aap ahbaab ne tovajo farmaee es ke liay bari bari meharbani
Thu Mar 08, 2012 2:22 pm
I K QAZI Germany
Good One. Best Posting of this Forum.
You are Hereby Warned for spamming.Sending the same post everywhere.It is better to stop or you will be banned from this forum. Thu Mar 08, 2012 8:57 pm
I K QAZI Germany
There was never a Real Democracy & True Dictatorship in Pakistan untill now.There4 we are suffering.What we need is for a True Reformer,no matter under which unbrella he/she come.As long as we don't have the roots of Democracy we shouldn't play this theatre.Rather we need a interim Govt comprises of technocrats from all walk of the life.By Now we as a Nation need also a iron gloves.
Thu Mar 08, 2012 9:06 pm
Dr Maqsood Hasni punjab
"Now we as a Nation need also a iron gloves." aap darust farmatay hain warna es se bhi ziyada kharabi paida ho sakti hai
Fri Mar 09, 2012 3:21 pm
I K QAZI Moderator Moderator Germany
Humey iss baat par Qateyan Fakhar Nahih Balkay Nadamat Mehsoos Hoti Hai.K Ba hesiat e Qaom Hum Abhi Tak Khud Bhi Jamhoori Iqdaar Sey Duur
Balkay Iss Sey Na Waqif Hain.Yani Hum Danday (Laatthi) K Loag Hain Jo Usi sey Aaini Hathon Sey Sudhaye Jaa Saktay Hain.Aur Issi Ki Zabaan Ko Samajhtay Hain.Yani Hum Loag Laathon K Bhooth Hain Sirf Bathon Sey Nahih Maantay.Talkh Hai Par Haqeeqat Hai.Iss K Saath Saath Hum sey Jamhooriat K Naam Par Natak,Notanki Aur Bandar Ka Tamasha Kiya Jaata Hai.Jis sey K Loagon Ka Ehtebaar Aisi Jamooriat sey Utt Chuka hai.Aisey Mey Baghair Jarron Ki Hawa Mey Muhaliq Naam Ki Jamooriat Kaisey panap ya Samarmand Sabit ho sakhti Hai.Doosra Masla Ye Hai K Hum Ney Ab Tak Jatni Amariaton (Dictatorship) ko Dekha Hai.Shurooh Mey Tou Shahid Kuch Harsay teek Rahi Hain Lehkin Baad Mey Nazriya Zaroorat K Tehat Maslehaton Ka Shikaar Ho Kar aadha Teetar Aur Adha Batair Honay Ki
waja Sey Mulk O Qaom Ko Faida Na Poancha Saki.Haan Ye Zaroor Huwa K Amiron Ki Inn Naam K Siasatdanon Sey Saaz Baaz Ki Waja Sey Wo Amriyat Kehlanay K Qabil Bhi Na Rahi.Meri Na cheez Rai K Mutabiq Tou Humey Aik Qaomi Hakoomat Ka Qayaam Hai chaye Kuch Harsay K liye Haboori Harsay (Transitional period) K liye hi ho.Jo Zindagi K Mukhtalif Shoabon K Taleem yafta (Sirf degree waley nahih Balkey Asli Har Tarah Sey),Qabil,Dayanat Daar aur Andar Bahir sey Pakistani Loagon Par Mushtamil Ho.Shurooh Mey Achay,Hamli Aur Zaroori Iqdaam sey Iss Qaom Ko Rooshanaas Karaya Jaye.Doosrey Lafzon Mey Inn Ki Tarbeyat Ki Jaye.Jab Hum Uss Nehaj Par Poanch Jayen Kay Hum Jamhooriat Ki Sahih rooh Ko Samajh Saken aur Iss K Haqeeqi Samaraat Sey Mustafeed Ho
Saken.
Fri Mar 09, 2012 4:04 pm
Dr Maqsood Hasni punjab
aap ka her lafz haqiqat ka akas hai. Allah aap ko kush rakhy
Tue Mar 27, 2012 10:58 pm
I K QAZI Moderator
Germany
Aap Humari Mukhtalif Masail aur Nukaat Ki Taraf Humari Tavajo Mabzool Kartay Hain Tou Iss Liye ALLAH TA'ALA Aap Ko Bhi Abbad O Khushaal Rakhay!!!!!
Wed Mar 28, 2012 3:21 pm
Dr Maqsood Hasni punjab
aap ka her lafz haqiqat ka akas hai. yah aap ki mohabat hai jo tovajo farmatay hain. Allah aap ko kush rakhy
Wed Mar 28, 2012 10:04 pm
I K QAZI Moderator Germany
Humaray Loagon Ko Iss Naam Ki Jamooriat Ya Kisi Aur Tarz E Hakoomat Ki Bajay Aisey Nizaam ki Zaroorat Hai.Jo Inney La qanooniat,Bhook aur Be ghari Sey Nijaat Dila Sakay.Aik Aisy Hakoomat Jahan Inney Halaal Roazgaar K Mawaka Fraham Kiye Jaa Saken.Daulat Aur Wasayel Ki Miunsifana Taqseem.Jis K Liye Pehla Qadam "Land Reforms" Hai.Iss K Saath Saath Aik Aisi FIzaa Jis
Mey K Inney Insaaf Muyassar Ho.Jahan Inn Ki Izaat e Nafs Ki Hifazat ho.Jahan Loagon Ko Hawalon Ki Zaroorat Naho.Jahan Tabqati Tahasab Na ho Waghaira.Ye Bathain Laghti Tou Ajeeb,La Hasil aur Na Mumkin Balkay Khayali Tassawar Laghta Hai.Lehkin Agar Hum Loag Aik Jaa Ho Kar Aik Qaom K Taor Par Tahaiya Kar Lain Tou Mujhey Yaqeen Hai K Hum Inn Past Halaat Sey Khud Ko Bahir Khench Layengain.Humey ALLAA TA'ALA ki Madad Aur Taheed Bhi Hasil Hogi.Pehlay Humey Kahih Sey Shuroohaat Karni Hoangiin.Humey Hawa Mey Muhaliq Naam Ki Jamooriat Ki Bajay Haqeeqat par Mabni,Achay aur Ehel Loagon Par Mushtamil aik QaomI Hakoomat Ka Qayaam Karna Hoga.Jo Wahah Sey Qadam Ba Qadam Haqeeqi Jamooriat Ki Rah Humwaar Karain.Haqeeqi Jamooriat
K Liye Jin Lawazmaat Ki aur Jamoori Rawaiyon Ki Zaroorat Hoti Hai Humey sab Sey Pehlay Uney Hasil Karna Hoga.Warna Tou Baghair Jarron K Pohday Phal PhoolNahih Sakhtay.Aik Baat Jo Aur Kehnay Ki Hai aur Jo Mujhay Khush fehmi ki Had Tak Pur Umeed Rakhay Huway Hai K Jo Kaam Humari Nasal ya Pairri Na Kar Sakhi.Usey Ye Aaj Ki Samajhdaar Aur Ba Khabar No Jawan Nasal Karegi.Inney Sirf Rah Numai Ki Zaroorat Hai.Jo Inn Ki Tawanaihon Ko sahih Simat Mey Istehmaal kar sakay.
Mon Apr 02, 2012 5:44 pm
wazzub
saudia
thanssssssssssssss so muchhhhhhh Thu Apr 05, 2012 4:54 pm
Read more: http://www.forumpakistan.com/kya-masael-ka-hal-jamhoriatmain-hai-t85270.html#ixzz4FhX1KJHB