ہنر تجربہ اور ترقی

Page 1

‫ہنر تجربہ اور ترقی‬ ‫مقصود حسنی‬ ‫ابوزر برقی کت خ نہ‬ ‫مئی‬


‫ہنر اور تجربے سے است دہ‬ ‫ترقی ک وسی ہ ث بت ہو سکت ہے‬ ‫کسی بھی شعبے کی م رکیٹ میں ج کر دیکھیں بہت سے‬ ‫ایسے لوگ م یں گے جو ک پڑھے ی سرے سے کبھی‬ ‫اسکول ہی نہیں گئے ہوتے لکھنے پڑھنے کے ہنر سے‬ ‫بہرہ ور ہوتے ہیں۔ ب ت چیت کرنے میں بھی کچھ ک نہیں‬ ‫ہوتے لیکن انھیں ان پڑھ ہی سمجھ ج ت ہے کیونکہ ان‬ ‫کے پ س کسی یونیورسٹی ک ج ری کردہ گیڈر پروانہ نہیں‬ ‫ہوت ۔ ب ت یہ ں تک ہی محدود نہیں اس گیڈر پروانے پر اس‬ ‫امر کی تصدی از ہوتی ہے کہ وہ انگریزی میں پ س ہے۔‬ ‫بہت سے ایسے ان پڑھ بھی دیکھنے کو م یں گے جو‬ ‫میٹرک کے تم مض مین میں ک می ہوں گے لیکن م سی‬ ‫مصیبتے کو سر کرنے میں ن ک ہو گئے ہوں گے۔‬


‫ان رجسٹرڈ ان پڑھ حضرات کے پ س کوئی ن کوئی اور‬ ‫کسی ن کسی فی ڈ میں کم ل ک ہنر ہوت ہے اور یہ کوئ زب ن‬ ‫کامی ب ت نہیں میں نے پوری دی نت داری سے اس ک‬ ‫سروے کی ہے۔ وہ اپنی فی ڈ سے متع وہ وہ ب ریکی ں‬ ‫ج نتے ہیں کہ عقل دھنگ رہ ج تی ہے۔ ان کی بد قسمتی یہ‬ ‫ہوتی ہے کہ وہ باسند ہوتے ہیں۔‬ ‫ایسے لوگوں کو کیوں اور کس بنی د پر غیر ف ئدہ مند قرار‬ ‫دی ج ئے ی ڈگری ہولڈرز سے ک تر سمجھ ج ئے ی انہیں‬ ‫ان کے ہنر اور تجربے کی بنی د پرتنخواہ نہ دی ج ئے۔ اس‬ ‫قس ک سوتیا رویہ ن صرف ان کے ہنر اور تجربے سے‬ ‫انحراف کے مترادف ہے ب کہ ان کے ہنر اور تجربے سے‬ ‫پورا پورا ف ئدہ نہ اٹھ نے والی ب ت ہے۔‬ ‫ہم رے ہ ں تجربے کے تس ی کرنے کو محدود کر دی گی‬ ‫اور یہ رویہ کسی طرح درست اور من س نہیں۔ ت ہ یہ طے‬ ‫ہو ج ت ے کہ تجربہ تس ی کی ج ت ہے۔ تجربے کے تس ی‬ ‫کی یہ صورت قطعی ن من س اور ادھوری ہے اور یہ ترقی‬ ‫کی راہ میں بہت بڑی چٹ ن ہے۔ تجربے کو تس ی کرنے کی‬


‫‪:‬چند صورتیں درج کر رہ ہوں‬ ‫۔ سرک ری مازمین کو س انہ انکریمنٹ لگتی ہے کیوں‬ ‫یہ ایک س ل کے تجربے کو تس ی کرن ہے۔‬ ‫۔ ایک اسکیل سے اگ ے اسکیل میں ترقی ماز کے‬ ‫تجربے کو قبول کرن ہے۔‬ ‫۔ کسی بڑی پوسٹ پر س یکشن کے لیے تع ی کے س تھ‬ ‫تجربہ پہ ی شرط ہوتی ہے۔‬ ‫۔ شعبہ تع ی میں چن ؤ کے لیے تع یمی سند تجربہ اور‬ ‫پب یکیشنز کی ضرورت ہوتی ہے۔ یہ پب یکیشنز کی ہے اس‬ ‫شخص ک تجربہ اور کھوج ہی تو ہے۔‬ ‫۔ بڑا ع س مقولہ ہے نواں نو دن پران سو دن کی اس‬ ‫مقولے ک یہ مط نہیں بنت کہ پران تجربہ ک ر اور وقت‬ ‫کے بہت سے موسموں سے گزر چک ہوت ہے۔‬ ‫۔ دنی کے بہت سے منظور شدہ تع یمی ادارے افف ورک‬ ‫ریسرچ وغیرہ سے متع تجربے کے کریڈیسز دیتے ہیں۔‬ ‫۔ ہم رے ہ کسی تع یمی ادارے میں داخ ے کے لیے ح ظ‬ ‫این سی سی ٹیچر سنز پسر س بقہ ی موجودہ فوجی سک ؤٹ‬


‫وغیرہ ک داخ ے میں ف ئدہ دی ج ت ہے۔‬ ‫۔ کسی مازمت کے حصول کے لیے م ٹری مین ہونے ک‬ ‫ف ئدہ دی ج ت ہے۔‬ ‫درج ب ا چند ایک معروض ت کے حوالہ سے میں نے‬ ‫تجربے کی اہمیت کو واضع کرنے کی کوشش کی ہے۔ ن ن‬ ‫ڈگری ہولڈر کے تجربے اور ہنر سے معقول ترین ف ئدہ‬ ‫اٹھ ی ج سکت ہے۔ اس طرح قومی ترقی ک ایک اور ذریعہ‬ ‫تاش ج سکت ہے۔‬ ‫یہ اصول کسی طرح درست اور ف ئدہ مند نہیں کہ انگریزی‬ ‫میں فیل تو ان پڑھ پ س ہو گی تو تع ی ی فتہ۔ ہر کوئ ب ہر‬ ‫س یر بن کر نہیں ج ت اس نے یہ ں ہی زندگی کے دن‬ ‫پورے کرن ہوتے ہیں۔ اس ک واسطہ مق می لوگوں ہی سے‬ ‫‪:‬رہت ہے۔ مع م ے کو تین طرح سے لین پڑے گ‬ ‫۔ انگریزی میں ن ک مگر دوسرے مض مین میں پ س‬ ‫ہونے والے کو بھی پ س سمجھ ئے۔‬ ‫۔ بہت پہ ے انگریزی میں ن ک ہو گئے تھے اور ا کسی‬


‫ن کسی میدان میں مہ رت رکھتے ہیں۔ ان کی مہ رت اور‬ ‫تجربے کی ج نچ کے بعد بورڈ یونیورسٹی کی اسن د ج ری‬ ‫کر دی ج ئیں۔ یہ گیڈر پروانہ انہیں محض چند س ل ف ئدہ‬ ‫‪:‬دے گ لیکن‬ ‫ا۔ ان ک ہنر بہتر طور پر استعم ل میں آ سکے گ جو بہت‬ ‫سے آتے س لوں تک اپنے جوہر دیکھت رہے گ ۔‬ ‫۔ ان کے ہنر سے متع‬ ‫گی۔‬

‫تحریر صدیوں تک ک آتی رہے‬

‫ج۔ ہ ں البتہ ان اسن د کے اجرا ک ایک معی ر بن ی ج سکت‬ ‫ہے۔ مثا‬ ‫میٹرک کے لیے متع قہ ہنر ک دو س لہ تجربہ ‪ +‬دو ہزار‬ ‫ال ظ کی ان کی اپنی زب ن میں تحریر‬ ‫انٹرمیڈیٹ کے لیے میٹرک متع قہ ہنر ک چ ر س لہ تجربہ ‪+‬‬ ‫پ نچ ہزار ال ظ پر مبی ان کی اپنی زب ن میں تحریر‬ ‫بی اے کے لیے میٹرک‪ +‬انٹرمیڈیٹ متع قہ ہنر ک چھے‬ ‫س لہ تجربہ ‪ +‬س ت ہزار ال ظ پر مبی ان کی اپنی زب ن میں‬ ‫تحریر‬ ‫م سٹرز کے لیے میٹرک‪ +‬انٹرمیڈیٹ‪ +‬بی اے متع قہ ہنر ک‬


‫آٹھ س لہ تجرہ ‪ +‬دس ہزار ال ظ پر مبی ان کی اپنی زب ن‬ ‫میں تحریر‬ ‫ای فل کے لیے میٹرک‪ +‬انٹرمیڈیٹ‪ +‬بی اے‪ +‬م سٹرز‬ ‫متع قہ ہنر ک دس س لہ تجرہ ‪ +‬پندرہ ہزار ال ظ پر مبی ان‬ ‫کی اپنی زب ن میں تحریر اور تین پب یکیشز‬ ‫ڈاکٹریٹ کے لیے میٹرک‪ +‬انٹرمیڈیٹ‪ +‬بی اے‪ +‬م سٹرز‪+‬‬ ‫ای فل متع قہ ہنر ک ب رہ س لہ تجربہ ‪ +‬بیس ہزار ال ظ پر‬ ‫مبی ان کی اپنی زب ن میں تحریر اور پ نچ پب یکیشز‬ ‫پوسٹ ڈاکٹریٹ کے لیے میٹرک‪ +‬انٹرمیڈیٹ‪ +‬بی اے‪+‬‬ ‫م سٹرز‪ +‬ای فل ‪ +‬ڈاکٹریٹ متع قہ ہنر ک پندرہ س لہ تجربہ‬ ‫‪ +‬تیس ہزار ال ظ پر مبی ان کی پنی زب ن میں تحریر اور‬ ‫س ت پب یکیشز‬ ‫انگریز کی روح نی اواد لکیر کے فقیروں اور ہنر دشمن‬ ‫لوگوں کو یہ تریر خوش نہیں آفے گی لیکن اہل دانش ان‬ ‫معروض ت کی اف دیت کو ضرور تس ی کیں گے اور م ک‬ ‫میں بےوق ر پڑی ہنر مندی اور تجربے سے است دے ک‬ ‫اہل اقتدار کو مشورہ دی گے۔ اس طرح م کی ہنر اور تجربہ‬ ‫ک غذ پر آ سکے گ اور یہ تردد آتی نس وں کے ک آسکے‬ ‫گ۔‬


I K QAZI Germany

Asal Mey sara qasoor Humarey Taleemi Aur Intezami Dhanchay Ka Hai.Jis Ki Bunyaad Hi Ghalat Rahi Gai Hai.Issi liye Iss Par Bani Imarat Bhi Terri,Bad Shikal Aur Bad Numa hai.Jo Aam Loagon Ko Faiz Dehnay sey Mahzoor hai.Hunar aur Tajrubay Ki Ahmiyat Sey Kisi Ko Bhi Inkaar Nahih Hona Chahiye.Lehkin Agar Isey Taleem K Zewar Sey Araasta Kiya Jaye Tou Ye Inn Ko Aur Nikhaar Deh Ga Balkay Iss sey Behtar Tareeqay Sey Istefaada Kiya Jaye Ga.Uss K Saath saath Inn Ba Hunar,Tajruba Kaar Loagon Ki Ahmiat,Izzat aur Ifadiat Ka Bhi Sabab Banay Ga.Humarey Haan Taleem Baray Shahoor ki Bajay Taleem Baray Roazgaar K liye Istehmaal ki Jaati Hai.Issi


Liye Har Jahez aur Na Jahez Tareeqon Sey Sanadon yani Certificates aur Degrees Ko Hasil Karnay Par Tawajo Markooz rehti hai.Jin Muhasharon Ney Hamli Taor Par Taraqion K Manazil ko Teh Kiya Hai.Unnoh Ney Hunar,Tajrubay Aur Taleem sey Yaksaan aur Behtar Tareeqon sey istefada kiya Hai.Wo Kaise? K Unnoh Ney Tamaam Paishon k Liye Pehawarana Hunar/Tajrubay K Saath Saath Bunyadi Taleem Ko Zaroori Qaraar Diya hai.Yani Har Paisha War,Hunarmand Bunyadi Taleemi Salaiyat Bhi rakhta Hai.issi Liye Muhasharey Mey Unn Ki Izzat Ka sabab Banti hai.Humey Bhi Chahiye K Inn Mumalik K Tarz Par Aala Taleem yani Doctors,Engineers,MBA'S waghaira K saath Saath Hunar Mand Paisha waron Ko Bhi Taleem K zewar Sey Araasta Karney Ka sabab Baney.Tha K Unn Mey Ziada Shahoor,Khud Ehtemadi etc Paida Ho.Balkay Wo Muhasharay Mein Behtar Muqaam Pehda Kar Saken.Uss K Saath


saath aanay Wali Naslon Ki Bhtar Tarbiat Aur Rakhwali Kar saken.Humray Nizaam Ney Tou Chutt Anparon ya Phir Parrhay Likhey Jahilon ko Janam Diya Hai.Asal Cheez Inn K Darmiyan Tawazan Rakhnay Ki Hai.Iss K Saath Saath Humey Kam Az Kam lazmi Primary Taleem Ka Nifaaz Karna Hoga.Jo K "Child Labour" Aur An Parrh Hunarmandon Ki Bajay Bunyadi Taleem sey araasta Paishawaron Ko Paida Karegi.Yahan Par Mey Chotti si Misaal doon ga K Dara Adam Khel (PKK) Mey Mojood Asleha (ARMS & Immunition) K Desi sakhta Hunarmandon yani asleha sazon Ney Baghair Taleem K Hunar Aur Tajrubay Sey Har Qisam K Aslay Ki Copy Bana Kar Balkay Afghanistan Ki Asli Ibtedai Jehaad Ka Ziada Tar Hissa Ibtedai Taor Par Yahin Ki Banaay Huwey Aslay Seya Kiya gaya Tha.aaj Kar K Maaroozi Surat Haal Mey Ye Loag Be Roazgar Hain Ya Phir Talibaan Ya Shidat Pasandon K Liye Khusi Ya Jabbar Sey


Asleha Bana Rahe Hain.Agar Humari Hakoomat Inn Loagon K Hunar Aur Tajrubay Sey Istefaada Karna Chahti Tou Wo Inney Wah Boffors Ya Nai Technology K hamil doosray Factories Mey Laga Kar Inn Ki Salahiyaton Ko Nikhaar saktay Thay Balkay Daakhli Zarooriat yani Police,Fc,Army waghaira K Saath Iss K Behroon Baramaad Sey Zar e Mubadla Kamanay Ka sabab ban Sakhti thi.Lehkin Yahan Tou Hukmaranoh ko apnay Paiton k Liye Loot Mar Sey Hi Fursat nahih.

Dr Maqsood Hasni

wah wah ji wa, kya baat hai. bohat khoub aap ka her lafz sonay ke pani say likhiay janay ke qabil hai. Allah aap ko khush rakay. mein nay zobani kalami baat nahain ki


balkah zati tour par un'gint mukhtalif shoboun se mota'alaq logoun se mila houn. mujhy aisay logoun se bhi milnay ka itfaq howa jo matric main angraizi main fail ho janay ke sabab arhtoun par monshiyana kar rahay hain. mein parday wali yahaan koee baat arz nahain karoun ga ta'hum itna zarour kahoun ga oon ke samnay shaed eak CA bhi na tik pa'ay. kharadiay kya zahein hain wah agar onhain moqa dain mein kehta houn F.16 bana dain ga. maira eak aisay shakas se bhi milna howa jo bijli ke mitar ke pas lamha bhar ko rok ja'ay yaqein manain mitar ki nabzain rok jati hain. eak sahib Ac chala raha hai bijli ki kisi tar se os ka rabta nahain nahi taar se chori kar raha lkin chala bijli se raha hai. mein apni baiti ko dou saal tak daktaroun ke pas lay kar khajal kawar howa hoon haram hai jo raee bhar bhi faeda howa ho. eak milnay walay dost say baat ki woh hikmat karta tha os nay mairi baiti ko daikha os say


sawal jawab kiay aur mujhy bazar say kuch chizain lay kar dein. yaqein to nahain aata tha phir bhi os ki di hoee dawa di tein din baad mairi baiti thek ho gaee. daktaroun ke pas jaein woh test karwaee fees laitay hain aur test kay razalt ka intazar karwatay hain. es intazar main mareez cha'ay mar hi ja'ay aur aisa howa hai.

I K QAZI

Allah Aap Ko Aur Aap K Khanadan Ko Khush aur Apni aafiat Mein Rakhay.

Iss Muhamlay Mein Mey Aap Sey Mutafiq hoon.Asal Mey Humara Nizaam inn Loagon Ki Salaihiton Ko Na tou Ubhaar Saka Hai aur Nahi Inn Sey Ijtemai Faida Utta Sakha Hai.Humarey Haan Dekhnay/Parakhnay Wali aankh Nahih Warna Yahan Har Jaga Bohat


Sey "Gudrri Mein Laal" Chupay Baitay Hain.Asal Maqsad Tou Inn Loagon Ko Talash (Talent Hunt) ka Hai.Yahan Taraqi Yafta Maghrabi Mumalik Mein Bhi Aala Taleem Hasil Karnay Walon Ki Tahdaad Ba Nisbat Hunarmandon/Paishawaron K Bohat Kam Hai.Yahan Har Hunarmand yani Paishawar Ko Uss Ki Dilchasbi aur Salahiyaton K Mutabiq Hunar/Paisha Skhaya Aur saath Saath Parraya Jaata Hai.Jis Sey Unney Apnay Apnay Paishon Mey BarrhnayMey Madad Milti Hai aur Wo Fani aur Taleemi Taor Par Tarqi Ki Manazil Teh Kartay Hain.Jab K Yahi Kaam Humaray Haan Ghurbat aur Baaz Waqt Waledain Ki Be Shahoori ya Lalach Ki Waja Sey Bachon Ko Mukhtalif Paishon Mey Baghair Kisi tarteeb Ya Nizaam K Jhonk Diya jaata Hai.Yahi Chotay Na Muhafiq Halaat,Na Mozoon aur Na Asooda Halaat Mein Kaam Seekh Kar Hunarmandi Mein Tou Kamaal Hasil Kar Lehtay Hain.Lehkin Inn Phool Jaisey Bachon


Ka Bachpana Inn Sey Chin Jaata Hai.Kya Hum Loag Iss k Zimadaar Nahih?.Kya Hum Loag Inn Kamal k Hunarmand Loagon ko Ahmiat Ya Izzat Dehtay Hain?.Kya Hum Mey Sey Koi Aadmi Sirf Bathay Karnay K illawa Inn Ko Apni Behen/Baiti Deh Sakhta Hai?.Yahi Wo sawal Hain Jin Ko Hum Ney Ba ahsan Tareeqay sey Hal Karna hoga.Yani Laazmi Intedai Taleem,Technical Education Ko Sikhanay K Mayari Idaron Ka Qayaam.Jahan Be sahara Aur Ghareeb Bachon Ko Chadar aur Chardiwari Ka Tahafuz Bhi Muhaiha ho.thakay Wo Hunar o Taleem K Saath saath Ikhlaqi Taor Par bhi Kar Amad Shehri sabi hon.unn ki Izzat e Nafs Ko Tahafuz Muhaiya ho.Tou Ye Ba KamaL hunarmand Loag Khud Ko Iss Muhasharay Mein Ba Izzat Taor Par Jazb Kar Sakengain.khud Ko Issi Muhasharay Ka Karamad hissa Samjhain Gain.Aur Koi Bhi Inn Ka Kisi Taor Par Istehsaal Nahih Kar Sakega.Aur Muhasharay Mey Sey Ye Ghair


Zaroori Tafreeq Mitt Jaye gi.hum Loag Khud Ko Islam Jaise Afaqi Deen Ka Pairokaar Tou Samajhtay Hain.lehkin iss Par iss k Rooh K Mutabiq Amal Nahih Kartay.Aur Yahi Amiya Hai.Jis Deen K Ibtedai Daor Mey Qaidion Ko Taleem k Badlay Rehayi Ki Shart Rakhi Gai.Jis Mey Illm k Hasool K Liye Cheen(China) Jaanay Tak Ko Kaha Gaya.Kya Hum Amli Taor Par ye sabit Kar sakhengain?.

Dr Maqsood Hasni

Allah par bhi apni rehmatoun ka saya rakhy kya likhoun aur kya na likhoun, ajab tazabzab ki kaifiat hai. sochta hm Allah ko kya jawab dain ge hum to khud ko jawab dainay ki pozishan main nahain hain. Allah humain hadaet de aur hum darust se


kaam karain. mein khush houn aap kay sinay main sachay kharay insan ka dil dharkta hai tab hi to itni achi sach aur suchi batain kartay hain. amrika ko mairay samait sab galiyaan daitay hain likin apnay kartotoun paur eak nazar dalna bhi pasand nahain kartay. woh hamaray.......par kayoun chara howa es liay kah hum ossay khud moqa day rahay hain. khair chorain eak baar phir aap ka shukarriya Allah aap ko khush rakhay

akbarichemicals

Pakistan

its really nice thanks for this topic here


Thu Aug 02, 2012 11:58 am

I K QAZI

Aap K Achay Ilfaaz,ahsasaat aur Khayalaat Ka Bohat Shukria.Agar Hum Sab Loag Iss Rahmat K Maheeney mey Hi Apnay Apnay Ahmaal,Kirdaar aur Rawaiyon Ka Ahsaas Kar K Jaiza Leh Kar Hi Apnay Sey Aur Apnay Apnay Khanadanon Sey shurooh Kar K Pooray Muhasharay Ko Sanwaar Saktay Hain.Zaroorat Hai tou sirf Khaloos e niyaat Ki.

Dr Maqsood Hasni

shukarriya janab


aap thek farmate hain magar koun is andaz se sochay. es mohtaram mahinay main eak char ya es se ziyada ki ho gya hai. qowat-e-kharid ko bara noqsan poncha hai. yahhi nahain ashya bhi dou nambar ho gaee hain. http://www.forumpakistan.com/hunar-aur-tajrubay-sey-istefad a-taraqi-ka-waseela-t90773.html#ixzz4FhXyIGHh

‫ہنر تجربہ اور ترقی‬


‫مقصود حسنی‬ ‫ابوزر برقی کت خ نہ‬ ‫مئی‬


Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.