Maqsood Hasni Aur Samaji-o-Akjlaqi haqaeq

Page 1

Maqsood Hasni Aur Samaji-o-Akjlaqi haqaeq

Tadvein Prof. Niamat Ali Murtazai

Abuzar Barqi Kutab'khana Aguest 2016


Farist

Ilm aur takabar Kiya baiti eak bojh hai?! Bahar nikal kar to daikho Naram gosha Dushwar nahain kharbozay say kharboza yah na'siraf


kafi hota hai Char Sou Yah keh kar Takabar Jab insan Zindgi ko kiya yah sab layaeni hai?!

Ilm aur takabar

Ilm aur takabar kabhi eak sath nahain


chal saktay kah aag aur pani ka nibha imkan say bahar ki cheez hai. Ilm ka ejz aur inksar say qorra milta hai. Kab kisi nay bharay bartan ki aawaz soni hai. Takabar ilm kay sab darwazay band kar daita hai. Shatan nay apnay mada-e-takhleq kay elava ilm par bhi naz kiya tha, maat kha giya aur raend-e-darga tehra. Nashukarra honay ke sabab Aaqa ki ataoon say mehroom ho giya. Woh aur os kay sathi lanti qarar pa' ay. Jab'kah Aadam safi ullah apnay ejaz ki


ba'doulat na'sirraf manzoor-e-nazar howay balkah Khalifa kay laqab say malqoob howay. Fri Sep 14, 2007 11:22 pm _________________ ugwaraich Senior Proud Pakistani uk bohat khoob janab, bilkul sahi kaha. Sat Sep 15, 2007 5:55 am _________________


Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab bari bari meharbani janab. Allah aap ko kuch rakhy. Sat Sep 15, 2007 5:06 pm _________________ lucky Full PK Member usa Kiya kehna hey, wah wah janab.


Mon Oct 15, 2007 4:24 am _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab aap ki es mohabat k liay dil-o-jan say shukar'gozar hoon. Allah aap ko kush rakhy. Thu Oct 18, 2007 2:26 pm _________________ Riya


Forum Family Member Islamabad Bohat khoob kaha hai aap nay !! Thu Oct 18, 2007 5:57 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab yah aap ki ata aur mohabat hai. Eshvar aap ka bhala karay aur kush rakhy.


Thu Oct 18, 2007 10:21 pm _________________ Riya Forum Family Member Islamabad Dr Maqsood Hasni wrote: yah aap ki ata aur mohabat hai. Eshvar aap ka bhala karay aur kush rakhy. btw if u don't mind aap bataien gay kay aap kahan say hain ?


Fri Oct 19, 2007 12:22 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab tovajo'farmae k liay mumnoon hoon. muslim; kasur, punjab (pakistan) apna khayaal rakheay Sun Oct 21, 2007 4:41 pm ________________ http://www.forumpakistan.com/ilm-aur-takabart2252.html#ixzz4GLI1eGoT


Kiya baiti eak bojh hai?!

baiti kabhi bhi kisi door main waldain par bojh nahain rahi. waaldain os say piyar aur shafqat kartay aa'ay hain. assal masla yah tha aur hai kah os ka aata kal gher'mahmfooz samjha jata raha hai. yah surat-e-hal aaj kay door main bhi mojood hai. shaed aatay kal main bhi rahay. yah eak rovaeya/rujhan hai jis kay liay kabhi kuch nahain kaha/kiya giya. is hawala


say wasee tanazur main mutwatar aur tasalsal say baat cheet hoti rehni chahiay. is mozo par ahbaab say guftagu ki istada ki jati hai. Mon Oct 01, 2007 10:00 pm _________________ Riya Forum Family Member Islamabad Dr Maqsood Hasni wrote: baiti kabhi bhi kisi door main waldain par bojh nahain rahi. waaldain os say


piyar aur shafqat kartay aa'ay hain. assal masla yah tha aur hai kah os ka aata kal gher'mahmfooz samjha jata raha hai. yah surat-e-hal aaj kay door main bhi mojood hai. shaed aatay kal main bhi rahay. yah eak rovaeya/rujhan hai jis kay liay kabhi kuch nahain kaha/kiya giya. es hawala say wase tanazar main mutwatar aur tasalsal say baat cheet hoti rehni chahiay. es mozo par ahbaab say guftagu ki estada ki jati hai. Waisay aap ki baat to sahi hai sirf


betiyan hee kiu bete bhi walden per bhoaj nahi hotay olad kaisi bhi ho wo Parents per bhoj nahi hoti hai aur waisay kiya aap apnay Topic ko clear karien gay kay samajhnay main asani ho sakay ? Thu Oct 04, 2007 2:29 pm View user's profile Send private message Dr Maqsood Hasni punjab mein kehna yah chahata hoon


baitiaan piyari hoti hain haan eak rujhan aur rovaeya zaroor tha aur hai kah woh bojh hoti hain. bitiaan jitni khadmat aur piyar kirti hain baitay kab kartay hain. mujmoein surat to yah hai kah donoon oulaad hain aur olaad piyari hoti hai. es ghalt rujhan ko khatanm hona chahiay aur ahbaab ko es mozo par jitna mumkin ho likhna chahiay. Thu Oct 04, 2007 6:35 pm _________________ Riya


Forum Family Member Islamabad Dr Maqsood Hasni wrote: mein kehna yah chahata hoon baitiaan piyari hoti hain haan eak rujhan aur rovaeya zaroor tha aur hai kah woh bojh hoti hain. bitiaan jitni khadmat aur piyar kirti hain baitay kab kartay hain. mujmoein surat to yah hai kah donoon olaad hain aur olaad piyari hoti hai. es ghalt rujhan ko khatanm hona chahiay aur ahbaab ko es mozo par jitna mumkin ho


likhna chahiay. Yani aap kay kehnay ka matlab hai kay Jo betiyan hoti hain wo Achi hoti hain aur jo Baitay hotay hain wo achay nahi hotay hai aur Waldeen ko zeada tar Betiyon ko tarjeh deni chahiay aur beton ko nahi ? m i right MR.? Wed Oct 10, 2007 1:41 pm _________________ Dr Maqsood Hasni


Senior Proud Pakistani punjab meharbani farmatay howay tehreer ko dobara parnay zahmat gowara farma lain, sawaal ka jawaab aap ko mil ja'ay ga. Wed Oct 10, 2007 2:06 pm _________________ Riya Forum Family Member Islamabad Dr Maqsood Hasni wrote:


meharbani farmatay howay tehreer ko dobara parnay zahmat gowara farma lain, sawaal ka jawaab aap ko mil ja'ay ga. Shayad lekin i m sorry i can't got ur point what u want to say ! Sad Sat Oct 20, 2007 5:52 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab


1-donoon Allah ki mukhlooq hain aur Allah bila tafreeq apni sari mukhlooq ko aziz rakhta hai. 2-maee baap k liay donoon oulaad hain. 3-maee baap donoon say barabar ka piyar kartay hain. 4-meri zati aur sonnay main aaee ra'ay yah hai kah baitiaan apnay maee baap say ziyada qurbat rakhti hain yahhi nahain piyar bhi ziyada karti hain.


5-khadmat k moaamla main bhi bhar kar hoti hain. Sun Oct 21, 2007 4:51 pm _________________ http://www.forumpakistan.com/kiya-baiti-eak-boj h-hai-t2620.html#ixzz4GLI9OBQy

Bahar nikal kar to daikho

Zaat kay khool say bahar nikal kar to dekho, eak eak karkay aaghi kay


saray darwazay tum par khul jaein gay. Thu Oct 25, 2007 9:44 pm _________________ Riya Forum Family Member Islamabad Dr Maqsood Hasni wrote: Zaat kay khool say bahar nikal kar to daikho, eak eak karkay aaghi kay saray darwazay tum par khul jaein gay.


Beshak ! Fri Oct 26, 2007 12:52 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab Bahar nikal kar to dekho Reply with quote Edit/Delete this post shukarreya janab. Fri Oct 26, 2007 6:15 pm _________________


http://www.forumpakistan.com/bahar-nikal-kar-t o-dekho-t2858.html#ixzz4GLIHNfNf

Naram gosha

Bachoon aurtoon aur borhoon kay liay naram gosha na rakhnay wala golaboon main bhi nashat talashnay say mehroom rehta hai. Os ki umar ghat jati hai aur ehsas ki doulat kabhi mayassar nahain aati. Os ki zindgi raaig'mar say ziyada khurdari ho jati hai. Bachoon aurtoon aur borhoon kay


liay naram gosha rakhnay wala jald zaat ki shanakht say behrawar ho jata hai. Haq kay kurb say behr’yabi koee mamoli inaam nahain. Tue Jul 10, 2007 5:58 pm _________________ Ayesha Senior Member Pakistani

Buhat achi baat kahi aap ney. Thu Jul 12, 2007 1:23 am _________________


ali Senior Member Pakistani New York Buhat Khoob. Thu Jul 12, 2007 1:28 am _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab apnay donoon ahbab ki dhar sari mohabat k liay dil-o-jan say


shukar'gozar hoon. Thu Jul 12, 2007 3:35 pm _________________ http://www.forumpakistan.com/enaam-t1174.ht ml#ixzz4GLIOiVvx

Dushwar nahain

Yah baat samjhna itna dushwar nahain kah Ramzan barkatoon ka mahina hai laikin is amar ki qatan samjh nahain aati kah ratoon raat


ashya-e-saraf ki qimatoon ko kayoon aag lag

jati hai. Ghaliban yah zamini

barkatain hain. Chalo aisa bhi hai to is say roza dar istafaday ka ziyada mostaheq hai, Nakah bai'roza'dar. Dokan dar ko nafa kama kar zamini sawaab mayasar aa jata hai laikin mara bai'roza'dar jata hai, na aasmani sawaab milta hai aur na'hi zamini. Lihaza takhsees kay liay dou alag say qimatain moqarar ki jani chaein, eak roza'dar kay liay dosri bai'roza'dar kay liay.


Hakomat-e-Waqt ko is janeb towajo karkay apnay hissa ka sawaab kamanay main diar nahain karni chahiay. Thu Sep 13, 2007 7:05 pm _________________ Sangeeta_Haq Engish Please Sun Sep 16, 2007 1:13 am _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani


punjab kiya arz karoon?! aati nahai ya yah forum urdu ka hai. aap nay towajo farmaee is k liay shukar'gozar hoon. Allah aap ko kush rakhy. Sun Sep 16, 2007 9:49 pm _________________ Shazia Global Moderator Dr. Sahib nice tehrir. Your urdu is


really great. Sun Sep 16, 2007 11:03 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab yah to aap ki mohabat aur banda'parvari hai. Allah aap ko kush rakhy. Mon Sep 17, 2007 1:38 am _________________


shakeelmscw Shayari Moderator United Arab Emirates Nice posting Dr. Sahib, Allah hum sabb ko khush rakhay Wed Nov 21, 2007 7:37 pm _________________ Shakeel Ahmed A happy person is not a person in a certain set of circumstances, but rather a person with a certain set of attitudes


Thu Nov 22, 2007 5:49 pm _________________ kamranonline Full PK Member Edmonton, Canada hasel karo Thu Nov 22, 2007 7:48 _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab


shakeelmscw, aap ki mohabat tovajo aur tehseem meray liay bari manveat ki hamal hai. Allah aap ko her dukh say mehfooz rakhay. Sat Nov 24, 2007 4:14 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab fard ashkhas, ashya, mahol, halaat, tagheraat waghera say hasel karta


rehta hai. "hasel karo" kamranonline nay doo lafzoon main bari bailag baat ki hai. Allah onhain kush rakhy. Sat Nov 24, 2007 4:19 pm _________________ shakeelmscw Shayari Moderator United Arab Emirates Dr Maqsood Hasni wrote:


shakeelmscw, aap ki mohabat tovajo aur tehseem meray liay bari manveat ki hamal hai. Allah aap ko her dukh say mehfooz rakhay. Bahout Shukriya Brother, Iss forum per mujhay bahout achaay achaay dost/sathi millay hain. Unn sab kay li-ay aur humari next generation ka liay aik bahout he sabbaq ammoz story There was a little boy visiting his


grandparents on their farm. He was given a slingshot to play with out in the woods. He Practiced in the woods, but he could never hit the target. Getting A little discouraged, he headed back for dinner. As he was Walking back he saw Grandma's pet duck. Just out of impulse, he let the slingshot fly, hit the duck Square in the head, and killed it. He


was shocked and grieved. In a panic, he hid the dead duck in the wood pile, only to see His sister watching! Sally had seen it all, but she said nothing. After lunch the next day Grandma said, "Sally, let's wash the Dishes." But Sally said, "Grandma, Johnny told me he wanted to help in The kitchen." Then she whispered to him, "Remember the duck?" So Johnny did the dishes.


Later that day, Grandpa asked if the children wanted to go Fishing and Grandma said, "I'm sorry but I need Sally to help make Supper." Sally just smiled and said," Well that's all right because Johnny told Me he wanted to help." She whispered again, "Remember the duck?" So Sally Went fishing and Johnny stayed to help. After several days of Johnny doing


both his chores and Sally's, He finally couldn't stand it any longer. He came to Grandma and confessed that he had killed the duck. Grandma knelt down, gave him a hug, and said, "Sweetheart, I know. You see, I was standing at the window and I saw the whole thing, but because I love you, I forgave you. I was just wondering how long You would let Sally make a slave of you." Thought for the day and every day thereafter?


Whatever is in your past, whatever you have done... And the devil Keeps throwing it up in your face (lying, cheating, debt, fear, bad Habits, hatred, anger, bitterness, etc.) ....whatever it is....You need to know that God was standing at the window and He saw the whole thing..... He has seen your whole life. He wants you to know that He loves you and that you are forgiven. He's just wondering how long you will let the devil make a slave Of you.


The great thing about God is that when you ask for forgiveness, He Not only forgives you, but He forgets . It is by God's grace and Mercy that we are saved. Go ahead and make the difference in someone's life today. Share This with a friend and always remember: God is at the window. Sat Nov 24, 2007 8:14 pm *(`' . (`' . * * . ' ) . ' )*


` .Shakeel Ahmed ..

`

*( . ' ( . ' * *`' . )`' . )* _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab khloos aur mohabat ka jawab hamesha khaloos aur mohabat hi hona chahiay. Sun Nov 25, 2007 3:21 pm _________________


Anne 5 Star Member Pakistan Nice story Shakeel. Good Lesson........ Thanks for sharing! Sun Nov 25, 2007 4:03 pm _________________ http://www.forumpakistan.com/sawaab-t2233.ht ml#ixzz4GLIXCDZH

kharbozay say kharboza


Jab bhi zindgi ko kisi aur ki aankh say daikha jata hai kuch bhi itdal main nahain hota. Ya to khoob surti nazar aati hai. Koee kaji ya khrabi daikhaee nahain parti. Hum smjhtay hain sab thek hai. Kahein kuch ghalt nahain. Aisa bhi mumkin hai kuch bhi achi aur dhang ka nazar nahain aati. Her achi cheez main bhi un'haad kharabiaan nazar aati hain. In donoon kay bar'aks jab hum kisi dosri aankh ki mahtaji qabool nahain kartay aur humain apni


shanakht main koee shak nahain hota to khair aur shar donoon ka motwazi vajood nazar aata hai. Os waqt hum begri ko Sonvartay hain aur achaee ko mazeed sonvarnay ki koshesh kartay hain yahhi nahain ossay boraee say door rakhnay ki saee kartay hain kah kharbozay say kharboza rang laita hai. Sat Sep 15, 2007 5:17 pm _________________ sahiba Full PK Member


Is baat main koyee shak nahi keh kharbozay say kharboza rang layta hai. Buhat achi tehrir hey. Sun Sep 16, 2007 2:27 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab bari bari meharbani janab. Allah aap ko kush rakhy.


Sun Sep 16, 2007 10:36 pm _________________ madnann keeon nahee. Allah sab k laee khair karay Mon Dec 03, 2007 10:12 am _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab sab k liay kher mangnmay par


mumnoon hoon. Allah aap ko kush rakhy Mon Dec 03, 2007 2:18 pm _________________ http://www.forumpakistan.com/kharbozay-say-kh arboza-t2272.html#ixzz4GLIiedDG

yah na'siraf

Pareshini main havas kho do gay to asal samt kay kuray say bahar nikal jao gay. Yah na’siraf muflasi ko dawat


ho gi balkah karvi kasili aur tanziya batoon ki zad main bhi aa jao gay. Thu Jun 14, 2007 9:25 am _________________ sahiba Full PK Member I cannot understand the heading of this posting. I think you tried to write urdu but Sad cannot suceeded to write. Wed Jun 13, 2007 5:29 pm _________________


Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab aap nay 16 aanay sach farmaya. ensan hoon kuch ghalt bhi ho jata hai, moaafi chahoon ga. Thu Jun 14, 2007 9:33 am _________________ sahiba Full PK Member Dr Maqsood Hasni wrote:


aap nay 16 aanay sach farmaya. insan hoon kuch ghalt bhi ho jata hai, moaafi chahoon ga. Lagta hey aap bura maan gaye. Mera yeh matlab nahin tha. Thu Jun 14, 2007 10:42 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab ba'khuda mein bara khush howa hoon.


hazrat mein aap ka dil-o-jan say shukar'gozar hoon. aap nay fash balkah fosh ghalti ki nishan'dahi farmae. Allah aap ko bohat kuch rakhy. Fri Jun 15, 2007 11:34 am _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani pareshani main havas ko her haal main bar'qarar rakhna pareshani par qabo pa laynay kay mutradaf hai.


Sun Jun 24, 2007 12:28 pm _________________ http://www.forumpakistan.com/yah-naseraf-t716 .html#ixzz4GLIs98i1

kafi hota hai

dukh aur pareshani main havas kho daina mufalsi, baad nasibi aur bai'chargi ko masi kehnay kay mutradaf. havas ka mazboot rehna her munfi moamlay ko nath dalnay k liay kafi hota hai.


Sat Jun 09, 2007 10:57 pm _________________ ali Senior Member Pakistani New York Nice Kahawat. I like muhawars in ghulabi urdu, i mean urdu using english characters. Hope to see some more from you. Sat Jun 09, 2007 11:05 pm _________________ Dr Maqsood Hasni


Senior Proud Pakistani punjab shukarrey Ali ji. aap ki khidmat mainkuch is qesam ka peach kiya jata rahay ga. Sat Jun 09, 2007 11:20 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab ali wrote:


Nice Kahawat. I like muhawars in ghulabi urdu, i mean urdu using english characters. Hope to see some more from you. daisi aur ba'desi alfaz ko apni zoban kay mazaaj, rujhan, lehja, nahvi set up aur hasab-e-zaroorat mafaheem kay sath istamal main lana zoban ki khidmat aur os kay daera-e-izhaar ko vosat daina hota hai. Sun Jun 24, 2007 12:20 pm _________________ http://www.forumpakistan.com/kafi-hota-hai-t69


7.html#ixzz4GLJ0ophm

Char Sou

Woh kamanay kay pehlay saal is liay qatl howa kah os nay wadairay ko jaga dainay say laet-o-lal say kaam liya tha. Qatl aglay sall bhi howa, os nay ba'kushi jaga to day diya laikin jhuk kar salam-o-parnaam say qasar raha. Qatl aatay saal bhi howa kah


kam'bakht ko sach blay ka maraz la'haq ho giya tha. Mazy laikin hirat ki baat to yah hai, itnay tarjarboon kay baad bhi qatl howa kah kalmonha aankhain mila kar batain karta tha. Os say aglay sall kehnay sonnay, bolnay aur daikhnay kay liay baqi na ra aur Char soo andhi gongi aur behri chup kay siwa kuch bhi na tha. Fri Jun 22, 2007 3:00 pm


_________________ Ayesha Senior Member Pakistani Kiya sachi baat kahi hey. wah jee wah. Fri Jun 22, 2007 7:00 pm _________________ Dr Maqsood Hasni punjab shukarreya janab Sat Jun 23, 2007 2:52 pm _________________


http://www.forumpakistan.com/char-soo-t918.ht ml#ixzz4GLJ6nuOX

Yah keh kar

Bahar baresh ho rahi hai. Sochta hoon, her zinda kay liay yah kitni aham hai laikin yah kab ikhtiyar main hoti hai.Yah to mosam ki marzi ki paband hai. Hum agli nasal kay liay poday lagatay hain laikin onhain pani daina bhool jatay hain aur is aas par rehtay hain


baresh ho gi to sab thek ho ja’ay ga. Kiya Qudrat, mosmi aur halaat hamaray bas main hain? Nahain, bilkul nahain. Is tara hamara kiya bai’kar jata hai. Agar koee poda lagatay ho to os ki puri diyant’dari say aabyari bhi karo. Hum naee nasal kay rujhan aur rovaeay par khafa hotay rehtay hain. Is main os ka koee Qasoor nahai. Yah pehli nasal ki ghaflat aur mujrama gher’zimadari ka natija hai. Kiya kisi baap nay kabhi zahmat othanay ki


koshesh ki hai kah kolij/univarasti bachay kay pechay ja’ay aur os ki kargozari say reshta rakhy? Os ki ilimi aur nafasyaati zarootoon ko daikhay. Paisay day daina bari baat sahi laikin assal ehsan os ki mojoda zaroot ko daikhna hai. Yah keh kar zima’dari say mokt ho jatay hain bacha aala taleem yafta ho raha hai apna bora bhala behtar janta hai. Abba ji,


bachay ko abba ji to nahain kehna shouru kar daita. Ossy baita/baiti hi keh kar pokarta hai. Amli zingi main qadam rakhnay say pehlay woh bacha hi rahay ga aur yah mein puri zima’dari say keh raha hoon. Fri Jun 15, 2007 11:39 am _________________ HiTLER Full PK Member Hyderabad, Sindhudesh nice , bohat khooob janab


Sat Jun 16, 2007 3:26 am _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab bari bai meharbani janab Mon Jun 18, 2007 11:16 pm _________________ Shazia Global Moderator very nice, brilliant!


Tue Jun 19, 2007 12:37 am _________________ EnCounter Senior Proud Pakistani Dr. Sahab aap to saab sey number le gaye. Wed Jun 20, 2007 3:19 am _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab


Shazia wrote: very nice, brilliant! nahain janta kah aap ki mohabat aur ata ka kin alfaz main shukarreya ada karoon. haan aap ka her lafaz mairay liay bara motabar hai. Allah aap ko kush rakhy aur aap ki her mun-o-kamna puri karay. Fri Jun 22, 2007 2:24 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani


punjab EnCounter wrote: Dr. Sahab aap to saab sey number le gaye. janab ki mohabat hi to maira asasa hai. Allah aap ko kisi ka mahtaj na karay. Fri Jun 22, 2007 2:29 pm _________________ http://www.forumpakistan.com/yah-keh-kar-t75 4.html#ixzz4GLJFX4bB


Aaghi

Gari par bitha shakhas cycle sawari say nafrat karta hai laikin woh cycle ki sawari kay lowazmaat aur os sawari say mukhsuos lazzat say na’aashna hota hai. os ki kam’tari say nafrat anna ko to taskein day sakti hai laikin is haqiqat ko juthlaya nahain ja sakti kah her cheez ki, os kay apnay hawalay say eak worth/anna zaroor hoti hai. Yah bhi nahain faramosh karna chahiay kah os


ko malkiat ka darja hasal hai. Her malik na honay ki sata say aagay hota hai. Dosra woh kisi na kisi aaghi (skill) say munsalik zaroor hai

jis say gari

sawar mehroom hai. Mon Jun 11, 2007 9:58 pm _________________ sahiba Full PK Member Yes, you are right. Is main koyee shak nahin keh har cheez ki apni ahmeyaat hoti hey. We dont have right to say


that this think is kaamtar, may be that is a lot of worth for other person. May we lealize the importance of that at the time of need. Mon Jun 11, 2007 10:30 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab aap ki behtarein ra'ay k liay shukar'gozar hoon Tue Jun 12, 2007 9:57 am


_________________ HiTLER Full PK Member Hyderabad, Sindhudesh nice dr. sahab Sat Jun 16, 2007 3:24 am _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani Senior Proud Pakistani punjab


meharbani janab Mon Jun 18, 2007 11:07 pm _________________ http://www.forumpakistan.com/anna-t715.html# ixzz4GLJNR0sk

Takabar

Takabar say bacho kah yah insan ko kha jata hai aur motakabar ki dosti insan ki shanakht ki kholi dushman hai.


Sun Apr 26, 2009 3:18 pm _________________ urfi67 Forum Family Member nice sharing Tue Apr 28, 2009 11:29 am _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab shukarriya janab


Wed Apr 29, 2009 7:54 pm _________________ Rana Naeem Moderator Thanks for this wisdom quote Wed Apr 29, 2009 7:56 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani Senior Proud Pakistani punjab


bari bari meharbani janab Sat May 02, 2009 12:38 pm _________________ Aatish Forum Family Member Nice Post Sat May 02, 2009 12:54 pm _________________ nouman310 bilkul bachao issee Sat May 02, 2009 9:27 pm


_________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab aap donoon dostoon ki mohabat k liay shukar'gozar hoon. Sat May 02, 2009 10:51 pm _________________ http://www.forumpakistan.com/takabar-aur-mot akabar-say-bacho-t26673.html#ixzz4GLJvJmsr

Jab insan


Jab insan kisi lalach kay zair-e-asar chal aur kapat say zamein ka sitara toor daita hai aur khud ko vajaita khayaal karnay lagta hai. Woh yah nahain jan pata os ki is na'dani kay sabab zamein na'siraf andhair ho ja'ay gi balkah janay kitnay yag patharoon aur dehkatay angaroon ki zad main rahay gi. Crying or Very sad Sat Jun 23, 2007 4:15 pm _________________ ali_akash4 Forum Family Member Thu Oct 14, 2010 11:00 pm _________________ Dr Maqsood Hasni


Senior Proud Pakistani punjab aap ki tovajo aur mohabat k liay shukar'gozar houn. Allah aap ko kush rakhy Thu Jan 06, 2011 11:16 pm _________________ ali_akash4 Forum Family Member Smile hehehe Thu Jan 06, 2011 11:21 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab ali_akash4 wrote:


Smile hehehe

yah kya, samjh say bala'tar. Fri Jan 07, 2011 10:54 pm _________________ http://www.forumpakistan.com/jab-ensan-t937.html#ix zz4GLNPVPlK

Zindgi ko

Zindgi ko apni aankh say hi na daikha karain kabi dosroon ki aankh say bhi daikh liya karain. Tue Jan 20, 2009 5:38 pm _________________ zaheer20 PAK


HI

Reply with quote

AOA, Pakistan Zindabad Thu Apr 23, 2009 8:00 pm _________________ aqal_ka_andha ji ji, you are right Sat Apr 25, 2009 11:43 pm _________________ aqal_ka_andha ji walekum salam, sir ji Sat Apr 25, 2009 11:43 pm _________________ aqal_ka_andha how to watch third match Sat Apr 25, 2009 11:43 pm _________________ aqal_ka_andha is there anywhere divan e galib Sat Apr 25, 2009 11:44 pm


_________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab bohat sari jagoon par hai maslan: www.scribd.com

Sun Apr 26, 2009 3:01 pm _________________ dnd46 Ireland h every body

Reply with quote

cv cvcdvfg rfgg rgthuy etery dfd gty dfryy ju gtyu gthyu7iy rytru 7ok grtujloilr gtrujoiug hykuyl


Mon Jun 15, 2009 8:35 pm _________________ rida0345 zindigi ko dosrron kay liey guzarna seekhain Mon Jun 22, 2009 10:25 _________________ rida0345 main rida0345 ka bhai hoon by the way mujh ko yeh batao keh zindagi meri hay doosroon ki nigah say dekh kar bigarni hay kia mujh ko haq hay


keh mai apni zindagi jaysay chahay guzaroon ap ko koi takleef hay. Mon Jun 22, 2009 10:26 _________________ tunny7862000 Full PK Member SAUDI ARABIA kIA KOI BHAI BATAY GA K MAIN NET PER PAK vs SRI KASY DAKH SAKTA HOON THANKS Sun Jul 26, 2009 5:06 pm


_________________ zxcvbnnm china pk = Pakistan right? Sun Nov 01, 2009 3:27 am _________________ http://www.forumpakistan.com/zindgi-ko-t2211 9.html#ixzz4GLNn8ojC

kiya yah sab layaeni hai?!

Mein nay os say pocha: Taank jhank ka kiya faeda hai. Yah la'hasal aur la'yaeni nahain? Pehlay to khil khala kar hansa phir bola:


Darakht ki tanioon ka jholna, patoon ki aawaz, pholoon aur phaloon ki khushbu la yaeni hain? in ki koee manviat aur haqiqat nahain? Fri Oct 26, 2007 8:07 pm _________________ ali_akash4 Forum Family Member

nice, nice sharing Sat Oct 16, 2010 1:08 am _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab

aap nay tovajo farmaee is k liay ehsan'mand houn. Allah aap ko kush rakhy. Thu Jan 06, 2011 11:13 pm _________________ ali_akash4


Forum Family Member

Allah ap ko bhee khush rakhay aur sub ko khush rakhay Smile Thu Jan 06, 2011 11:21 pm _________________ Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab

aap nay sab ko dua main shamil kya, bohat khoub. yah rovaeya aur andaz qabil-e-tehsein hain. Fri Jan 07, 2011 10:58 pm _________________ aqeel753

wah wat a way urdu adab is always the best Sun Mar 27, 2011 5:40 am _________________


Dr Maqsood Hasni Senior Proud Pakistani punjab

tovajo k liay dili tour par ehsan'mand houn. Fri Apr 01, 2011 1:51 pm _________________ http://www.forumpakistan.com/kiya-yah-sab-laya eni-hai-t2867.html#ixzz4GLMasRLw

Maqsood Hasni


Aur Samaji-o-Akjlaqi haqaeq

Tadvein Prof. Niamat Ali Murtazai

Abuzar Barqi Kutab'khana Aguest 2016


Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.