پاکستان کا مطلب کیا؟

Page 1

‫پاکستان کا مطلب کیا؟‬ ‫ممصود حسنی‬ ‫ابوزر برلی کتب خانہ‬ ‫جون ‪٢٠١٦‬‬


‫‪Dr Maqsood Hasni‬‬ ‫پاکستان کا مطلب کیا؟‬ ‫تمسیم ہند کے ولت بمول ڈاکڑ ریاض انجم ایک کروڑ سے‬ ‫زیادہ لوگ متاثر ہوئے۔ اس کی مختلف صورتیں رہیں‬ ‫لوگ بے گھر ہوئے‬ ‫بے تحاشا خون بہا‬ ‫عورتیں بیوہ ہوئیں‬


‫عزت بچانے کے لیے خود کشیاں ہوئیں‬ ‫مہاجرت اختیار نہ کر سکنے کے باعث عزت اور نظریے کا‬ ‫کباڑا ہوا‬ ‫بچے یتیم ہوئے‬ ‫مہاجرت اختیار نہ کر سکنے کے باعث بچے غیروں‬ ‫کےرحم وکرم پر ٹھہرے‬ ‫سیکڑوں برس ایک ساتھ رہنے والوں میں نفرت بڑھی اس‬ ‫نفرت کے سبب تصادم ہوئے‬ ‫گھروں کے گھر صفحہء ہستی سے مٹ گئے‬ ‫بھرے گھر میں ایک فرد زندہ بچا‬ ‫مالی نمصان کا اندازہ ممکن نہیں‬ ‫میں نے یہاں چند چیزوں کا ذکر کیا ہے۔ ان چیزوں کو‬ ‫لےکر ہی لمحہ بھر کے لیے غور کریں دل و جان پر لرزہ‬ ‫طاری ہو جائے گا۔ پسینے چھوٹ جائیں گے۔ یہ صرف‬ ‫‪ ١٩٤٧‬کے نمصان کا تذکرہ ہے۔ ‪ ١٩٤٧‬سے پہلے بھی‬ ‫کرانتی کے عمل میں لہو بہا۔‬


‫سوچنے کی بات یہ ہے کہ یہ سب کس لیے ہوا۔ لوگوں نے‬ ‫بال دریغ اتنی بڑی لربانیاں کیوں دیں۔ اتنی پریشانیاں کیوں‬ ‫اٹھائیں۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔آخر کیوں کیا لربانیاں دینے والوں کا ممصد‬ ‫یہ تھا کہ ان کی نسل عسرت بے بسی بےچارگی اور پہلے‬ ‫سے بدتر تفریك وامتیاز کی زندگی بسر کرے۔ ۔کیا وہ ایسی‬ ‫مملکت کی تشکیل کے لیے کوشاں تھے جہاں ان کی نسل‬ ‫کی فریاد سننے واال دور تک دکھائی نہ دیتا ہو؟ ایک کیا‬ ‫اس نوع کے ہزاروں سوالیے کان کھولے جواب کے منتظر‬ ‫ہیں۔ یمینا ان کا خواب یہ نہیں تھا۔ نسل تو اپنی جان سے‬ ‫بھی پیاری ہوتی۔ برا سے برا شخص اپنی نسل کے لیے برا‬ ‫سوچ بھی نہیں سکتا۔‬ ‫اصل معاملہ یہ ہے کہ لوگوں نے اسالم کے نام پر حیرت‬ ‫انگیز اور نالابل یمین لربانیاں دیں۔کسی لیڈر کا رتی بھر‬ ‫جانی یا مالی نمصان نہیں ہوا۔ موج میلے سے نکلے جنت‬ ‫میں آ گئے۔ لوگ مرے کھپے لوگ ہی مر کھپ رہے ہیں۔‬ ‫وہ سمجھ رہے تھے کہ پاکستان میں نظام مصطفی نافذ ہو‬ ‫گا۔ حضرت عمر بن عبدالعزیز سے لوگ حاکم ہوں گے۔‬


‫چھوٹے بڑے کی تفریك مٹ جائے گی۔ فوری سرزنش کے‬ ‫خوف سے کوئی کسی پر زیادتی نہیں کر سکے گا۔ معاشی‬ ‫عدل ہو گا۔ ان عظیم اور مآب لوگوں کا یہ خواب تعبیر‬ ‫حاصل نہ کر سکا۔ تاریخ میں ان کا نام تک نہیں۔ چمچے‬ ‫مورخ کی طرح هللا تو کسی کا پابند نہیں۔ اس کے ہاں تو ان‬ ‫کے لیے اجر موجود ہے۔ ہاں موجودہ نسل کو یہ سمجھنا‬ ‫ہے کہ ان کا سفر ختم نہیں ہوا۔ انھیں خاردار راہوں پر‬ ‫چلتے ہوئے ناصرف آزادی حاصل کرنا ہے بلکہ اپنے‬ ‫پرکھوں کے خواب کو تعبیر سے ہم کنار بھی کرنا ہے۔‬ ‫بہت کم لوگوں کے علم میں یہ بات ہو گی کہ ان کے‬ ‫لیڈروں کے گمان میں بھی نظام مصطفی نہ تھا۔ وہ تو اس‬ ‫کے متعك سوچ بھی نہیں سکتے تھے۔ ہوا یہ ‪ ١٩٤٥‬کے‬ ‫الیکشنوں میں پروفیسر اصغر سودائی نے یہ نعرہ دیا‪:‬‬ ‫پاکستان کا مطلب کیا ال الہ اال هللا۔‬ ‫پروفیسر صاحب کے خلوص میں شبہ کرنا بہت بڑی زیادتی‬ ‫بلکہ ظلم ہو گا۔ پروفیسر صاحب کی تشکیل پاکستان کے‬ ‫حوالہ سے خدمات کمال کو چھوتی نظر آتی ہیں۔ وہ سچے‬ ‫ورکر تھے۔ آج انھیں کون جانتا ہے کوئی بھی نہیں۔‬


‫مطالعہ پاکستان میں ان کا ذکر تک موجود نہیں۔ ہمارے‬ ‫مخلص لیڈروں نے ہر ایسے ورکر کو کیلے کے چھلکے‬ ‫کی طرح روڑی پر پھینک دیا اور ان کا کیا اپنے کھیسے‬ ‫کرنے میں رائی بھر کی غفلت نہ کی۔ ذرا یہ دو پہرے‬ ‫مالحظہ فرما لیں۔‬

A man who called himself Bihari put to the Quaid : "we have been telling the people Pakistan ka matlab kya, La Illaha Illallah." "Sit down, sit down," the Quaid shouted back. "Neither I nor my working committee, nor the Council of the All Muslim League has ever passed such a resolution wherein I was committed to the people of Pakistan. Pakistan ka matlab, you


might have done so to catch a few votes". Tahir Wasti in "The Application of Islamic Criminal Law in Pakistan : Sharia in Practice", (ISBN 978-90-04-17225-Cool, Koninklijke Brill NV, Leiden, 2009

Malik Ghulam Nabi (the former minister for education, Punjab). He was a close associate of Qaid-e-Azam and a member of Muslim League Council. On page no. 106 of his book "Kissa ek sadi ka"he writes: "The first conference of All Pakistan Muslim League Council in Pakistan was held under the presidentship of Qaid-e-Azam in the Dena Hall, Karachi


on December 14, 1947. In the conference, a bearded man came up and said to Qaid-e-Azam, "We had told people, Pakistan ka matlab kya, La ilaha illallah," Qaid-e-Azam said, "Please sit down, neither I nor the working council of All India Muslim League has passed a resolution adopting 'Pakistan ka matlab kya, la ilaha illallah. Albeit you must have raised this slogan to garner votes." It is said that Pakistan was created with the use of the slogans Islam in danger and Pakistan ka matlab kya, La illaha ilallah , both slogans which ironically were never used by Quaid-e-Azam himself. Indeed Jinnah ruled out Pakistan ka matlab kiya, La illaha illallah when he censured a Leaguer at the last


‫‪session of the All India Muslim League‬‬ ‫‪after partition in these words: Neither I‬‬ ‫‪nor the Muslim League Working‬‬ ‫‪Committee ever passed a resolution‬‬ ‫‪Pakistan ka matlab kiya you may have‬‬ ‫‪used it to catch a few votes.‬‬ ‫‪Yasser Latif Hamdani Lawyer, Islamabad‬‬ ‫‪yasser.hamdani@gmail.com Daily‬‬ ‫‪Times, Monday, June 07, 2010‬‬ ‫پاکستان دو لومی نظریے کے حوالہ سے بنایا گیا۔ اتنے‬ ‫بڑے ملک میں ان دیسی انگریزوں کو کیا ملتا۔ انھیں ان کی‬ ‫نسلوں اور ان کے گولوں کے ہاتھ مختصر مختصر بھی‬ ‫کچھ نہ لگتا۔ لرارداد پاکستان میں بھی اکثر اورالللیت کا‬ ‫واضع ذکر موجود ہے۔عوام فریب میں آ گیے۔ لوگ مفاد‬ ‫پرست اور انگریز کی روحانی اوالد کی نیت کو بھانپ نہ‬ ‫سکے۔ علماء کرام کے لیے ان کے دل میں عزت نہ بن‬ ‫سکی حاالنکہ کاز کے حوالہ سے ان کے خالف کسی لسم‬ ‫کی نفرت کا جواز نہیں بنتا۔ اس حوالہ سے ان کی مخالفت‬


‫غلط نہ تھی۔ لوگوں نے اسالم کو ووٹ دیا کسی لیڈر کو‬ ‫ووٹ نہیں دیا۔ جمہوریت کے اصول کو مدنظر رکھا جائے‬ ‫تو پاکستان میں نفاذ نظام مصطفی الزم ٹھہرتا ہے۔ بصورت‬ ‫دیگر اگر عوام نفاذ نظام مصطفی کو پاکستان کا ممصد‬ ‫سمجھتے ہیں تو انھیں پتہ نہیں کتنی بار پھر سے آگ کے‬ ‫بحرالکاہل سے گزرنا پڑے گا۔ دوسری طرف علماء کو ایک‬ ‫اسالم سامنے النا ہو گا ورنہ اسی پر چپ چاپ پوری‬ ‫فرمابرداری سے گزارہ کیا جائے۔‬ ‫اگر سب کچھ پہلے سے بھی بدتر چلنا تھا تو تشکیل‬ ‫پاکستان کا مطلب اس کے سوا کچھ سمجھ میں نہیں آتا کہ‬ ‫اسے ہر لسم کی خرابی اور بد لماشی کی تجربہ گاہ بنایا‬ ‫جاہے اور انگریز کی روحانی اوالد کے لیے عیش پرستی‬ ‫کے دروازے کھول دئیے جائیں۔‬

‫‪Orbala‬‬


Pakistan ka matlab ... lots of loadshedding, the killing of its own people.

Thu Jul 19, 2012 4:57

Dr Maqsood Hasni aap darust samjhy hain ab aur tab bhi yahhi maqsad tha

malangbaba

Is sawal ka jawab to yeh qoum pichle 64 salon say dhund rahi hay Sat Aug 04, 2012 9:58 pm


jkbarki

Pakistan means sacred land. Muslim league ko munafiq league kaha jaye tu ziada behtar hoga. Aaj ki muslim league mein or 1947 ki muslim league mein koi khas farq nahi hai. Kal ki muslim league bhi jhooti, makar or daghabaz thi or aaj ki muslim league bhi jhooti, makar or daghabaz hai. Is mein kia shak hai k sub continent k Musalmano ko yahi kaha gia tha k muslim league India k Musalmano k liaye aik azad riasat chahti hai jaha wo pori azadi k sath apne mazhab k mutabiq zindagi guzaar sake. Magar Pakistan k azad hote hi in logo ne munh Pher liaye.


Sun Aug 05, 2012 2:16 pm

MudassarSultan1

Tue Aug 07, 2012 11:44 am

I K QAZI

Haqeeqat Mey Tou Muslim League Ki Bunyaad Hi Sarmaya Karon Ney Rakhi Thi Sirf Iss Waja sey K Wo Uss Mahol Mey Hindu Sahokaron Sey Khofzada Thay.Uney Darr tha K Angrezon K Janey K Baad Ye Hindu Sahokaar Uney Kahih Ka Nahih Rehney Dehngen.Muslim League Jis Maqsad Ya Jis Nazriye Sey Bhi wajood Mey aayi Aur Iss Ney Pakistan Ki Shikal Mey Ye Nazriyati


Mumlikat e Khudadaad Sirf Aur Sirf ALLAH ki Madad Sey Hasil Kar Liya.Jinah Sahib Ko Thakaa,Beemaar Kar K aur Sasashon Sey Ya Phir Humari Badqismati Sey Unn K Chalay Janey K Baad.Iss Tareek e Pakistan Ko Desi Angrezon Yani Angrezon K Ghulamon,Katt Putlion Aur Angrezon K Gamashton Ney "Hijack" Kar Liye.Aur Iss K Hasil Karney K Maqasad Sey Hatt Kar Issey Doosri Pattri Par Dhaal Diya.Jis Sey K Hum Maghrabi Taqaton Ki Jholi Mey Daal Diye Gaye Ya Unn K chungal Mey Danasta Taor Par Phansa Diye Gaye.Koshish Yahi Thi K Hum Iss Khgitay Mey Ya Tou Apna Wajood Qaim Na Rakh Saken.Ya Phir Humey Iss Khitay Mey Maghrib K Kaasa Lais K Taor Par Aur India K Bhaaj Guzaar Mumlikat K Taor Par Rehna Parray.Iss Kaam Mey


Islam Dushman aur Doosray Dushmanon K Saath saath Humarey Andar K Angrezon K Kaasa Laison Ney Ghaddari Ki Rawaiyat Qaim Rakhtay Huway Andar Sey Khokla Kartay Rahe.Loagon Ko Fauji aur Civil Nokar shahi K Zariye Ghulamon Ki Tarah Partha Gaya.Unn ko Unn K Siasi,Insani aur Muhashi Haqooq Sey Mehroom Kar K Uney Bhi Tehreek e Pakistan Ya Iss Nazriyati Mumlikat K Mutaliq Ghalat Fehmi ya Zehni Kash Makash Mey Mubtala Kar Diya Gaya.Jis sey K Unn Ka Aitbaar Dhanwa Dhol Ho Gaya aur Wo Iss Zehni Kash Makash Ki Waja Sey Apnay Asal Maqasad Sey Bhatak Gaye Ya Uney Danista Taor Par Uney Ghalat Simat Mey Bhatgaya Gaya.Gaye Ba Gaye Kuch Loagon Ney Koshish Tou Ki.Lehkin Asal Qaidana Awamil Sey


Haari Qayadaton Ney Iss Ko Iss K Masal Maqasad Yani Nazriye K Mutabiq Chalaney Ki Bajay Apnay Apnay Khud Sakhta Ya Ikhaz Kiye Nazriayat K Mutabiq Iss Ko Chalaney Ki Koshishon Mey Lagay Rahe.Jis Sey K Hum Iss K Asal Nazriyaat Ki Rooh Sey Hattthay Chalay Gaye.Inn Mey Sey Jo Kuch Achay Rahbar Thay Bhi Wo Bhi Zaati Ananiat,Firhouniyat,Khud Pasandi Aur Zaati Khair/Khud Khwahi Ka Shikaar Ho Gaye.Haan Ab Bhi Iss Abtari Ki Halat Mein Bhi agar Hum Loag Aik Qaom Ho Kar Tahaiya Kar Len Tou Iss Kashti Ko ab Bhi Iss Manjdhar K Bheech Sey Nikaal Saktay Hain.Agar Hum sirf Iss Aik Kalima K Dhahi Aur Pairokaar Honay Ka Amli Saboot Den K: "LA ILLAHA ILLAL LA MUHAMMADAR RASOOL ALLAH"


Jab Hum Iss Par Mutafiq Ho Kar Iss K Sahih Rooh K Mutabiq Amal Karengain.Tou Khud Bakhud Hum Aik Qaom Aik Akai Ban Kar Taqaat Ka Mumba Banengain.Yahi Kalima Hi Humey Farohi Jhagron Aur Taqseem Honey Sey Mahfooz Rakhay Ga.Iss Be Maqsad k Farhi Muhamlaat Balkay Kharafaat Yani Qamiat Parasti,Firqa Wariat,Lisaniat Aur Soobaiyat Waghaira Ki Taqseem sey Humey Mehfooz Rakhnay K Liye Issi Kalima e Shahadat Ki Chaye Thalay Jamah Hona Hoga.Yahi Hum Loagon K masahil Ka Wahid Hal aur Zariya Hai.

Tue Aug 07, 2012 5:05 pm

MaoBilli


itne lambe lambe jawab

PAK I STAN

PAK bole to clean or pure STAN farsi me land/country or ye I bich me jo he means OF

Mon Aug 27, 2012 1:14 pm

I K QAZI

Kuch Cheezon K jawabaat Tafseel sey Dehnay Parrthay Hain.Kyun k ye


Gupshup ka section nahih Rolling Eyes Rolling Eyes Laughing balkay Aik Nazriye ki Tashreeh maangi gai hai.Hope you will get it.Pakistan ka lafzi matlab hum sab ko Patta hai.Itnay Bhoangay tou hum bhi nahih Rolling Eyes Rolling Eyes Laughing.Duna mey sirf do mumalik Nazriye ki Bunyaad par wajood mey aaye hain.Israeel Yahoodi (Jewish)balkay Sayooniat(Zionists) & Pakistan Islami Nazriye k Muttabiq.ye Aur baat Hai K Kya Hum Ney Apnay Nazriye k mutabiq amal kiya? Ya Kya Humey aisay Karnay diya Gaya? Kya Hum Ney Sahih Musamaan,Pakistani ya aik Qaom Honay Ka amli saboot diya? etc Etc


Wed Aug 29, 2012 6:42 pm

MaoBilli

bacho ki nah, izzat hoslaai karte hey.... yehi kehte he nah??

ok kall se me discussions pe lambe lambe reply dungi, pakka wada!!!

Wed Aug 29, 2012 8:55 pm

Catchers P = Provision for all equally A = Administrating the Laws of Almighty K = Kindness for all people


I = Independence and liberty to all S = Security to all people T = Targeting bad elements and roots A = advancement of all people as country N = Nation under ALLAH rule only P= Poverty A=Atrocities K= Killings I=Ignorance S=Sectarianism T= Transgression Against Allah Laws A=Aggression N= Nothing but Corruption

Thu Aug 30, 2012 7:26 am


EyMan

every person has changed the meaning of Pakistan, to suit their agenda......

Tue Mar 05, 2013 1:59 pm

I K QAZI

Reply with quote We all are responsible for that,we can't just walk away without realising our own responsibilities.If we consider ourselves as unit of this Nation then every1 has to contribute in the best positive way.Starting from ourselves we can


fullfill the requirement for the creation of this state.Claimed to be based on the Islamic idealogy.Are we?If not then why not?.

Tue Mar 05, 2013 4:18 pm

raheelmushtaq.bs

Wed Apr 10, 2013 4:12 pm

Dr Maqsood Hasni

moqalma hi koee rasta moamla yah haal teh kar sakta hai. moqalma jari rehna chahiay.


ahbaab ki tovajo ke liay mamnoon-e-0ehsan hoon. Allah aap sab ko khush rakhe.

Mon Apr 15, 2013 10:18 pm

I K QAZI

Jo Qaomen Apni Takhleeq K Nazriye aur Qayaam K maqasad Ko Bhool Kar Batak Jaye Ya Bhatka Di Jaye.Tou wo Unni Masayel Ka Shikaar Hotin Hain.Isi Halat Sey Hum Pakistani Aaj Kal Balkay Pichlay 65 salon Sey Guzar Rahe Hain.Jab Bhi Hum Phir Sey Jaag Gaye Ya Kisi Quaid e Azam K Haqeeqi Waris K Hathon Jagaye Jayen.Hum Loag Bikhray


Huwe Rewarron Ya Muntashir Hajoom Ki Bajay 1947 k Jazbay K Mutabiq Aik Qaom Honay Ka Saboot Den.Sahih Simat Mey Apni Manzil aur Ahdaaf Ka Tahaiyun Kar K Aagay Barrhen Tou Humaray Halaat Bhi Sudhar Jayengen aur Hum Dunya K Aqwaam Mey Phir Sey Maqbool Bhi Ho Jayengen.Agar Humey Sahih Rah Roo ya Rahbar Na Bhi Milay Aur Hum MASEEHA k Intezaar Mey Haath Par Haath Dhar Kar Intezaar Mey Bhetth Kar Waqt Zaaya Karen Tou Ye Bhi Ghalat Aur Haqeeqat sey Nigayen Churaana Hoga.Humey Ab Tahaiya Kar Lehna Chahiye K Isi Kasma Pursi Ki Halat Mey Hum Apni shanakhat Ganwa Den Gen Ya Phir Halaat Ka Sahih Ehderaak Kar K Larr Kar Jawan Mard aur Zinda Qaom Honay Ka Saboot Dehngen.


Tue Apr 16, 2013 2:31 pm Dr Maqsood Hasni

khoob nahain, bohat khoob. baat cheet aur ghoor-o-fikr hi se aghi ke darwaze khol sakte hain aghi se bharkar koee cheez nahain

iushah Sat Apr 20, 2013 11:22 am

abn a maryam ‫جمہوریت تشکیل پاکستان اور جمہور کی خواہش‬


‫اس میں كوئی شن نہیں كہ پاكستان اسالم كے نام پر بنا تھا‬ ‫یہ الن بات ہے كہ بنانے والوں كی نیت پاكستان كا مطلب‬ ‫كیا ال الہ اال هللا كے نعرے كوحمیمت كے طورپر استعمال‬ ‫كرنا تھا یا مسلمانوں كے جزبات كو اپنے گندے ذاتی‬ ‫مماصد كے لئے استعمال كرنا تھا۔لیكن غریب بھولے بھالے‬ ‫مسلمان اس سے مراد یہ ہی لے رہے تھے كہ ساری‬ ‫جدوجہد اسالم كی سنہری نظام كے لئے كی جا رہی ہے۔ملن‬ ‫بن جانے كی بعد الكھوں شھدا كے خون سے غداری كركے‬ ‫جس طرح اسالم‪ ،‬اسالمی الدار اور انسانیت كا خون كیا گیا۔‬ ‫التدار كی ہوس اور پیسے كے اللچ میں مسلمان نے‬ ‫مسلمان بھائی كا بے دریغ استحصال كیا‪،‬اور نوبت یہاں تن‬ ‫پہنچ گئی كہ وطن عزیز دو لخت ہو گیا ۔ بھائی بھائی كے‬ ‫خون كا پیاسا ہو گیا یہ ظاہر كرتا ہے كہ شروع ہی سے ان‬ ‫كی نیت نین نہیں تھی ۔ آج صورت حال یہ ہے كہ ٱج دنیا‬ ‫میں پاكستان كا ممام دیكھ كر درد مند دل خون كے آنسو‬ ‫روتا ہے ۔‬ ‫وہ زمانے میں معزز تھے مسلماں ہو كر‬ ‫اور ہم خوار ہوئے تارن لران ہو كر‬


Sat Apr 20, 2013 1:02 pm

I K QAZI

Mey Aap Ki Baat Sey Ihtefaaq Karta hoon.Ye Mumlikat Musalmanon Ko Un Ki Alag Pehchaan Dehnay K Liye Banaya Gaya Tha.Nazriya e Pakistan Allama Iqbal K Khwaab K Mutabiq Sahih Tha.Kyun K Agar Hum Aaj Bhi India Mey Rehnay Walay Musalmanon Ki Hallat Dekhen Tou Humey Apnay Tamaan Na Insafion K Ba Wajood Pakistan Behtar Nazar aaye Ga.Haan Ghalti Jahan Sey Huwi K Awal Tou Muslim League ko Angrezon K Kaasda Laison aur Agenton Ney "Hijack" kar Liya tha.Jis Ka Khamyaza humey Quaid e Azam K Marnay K Baad Bhughatna Parra.Iss k


Saath Saath Wo Naam Ki Islami Tanzeemen ya Partiyan Jo K Pakistan K Takhleeq k Mukhalif Thin Ko Mukhtalif Ashkaal Mey Pakistan K Andar Apna Mazmoom "Agenda" Par Kaam Karnay Ka Mohqa Mila Uss Mey Bhi Kotai Na Khalaf Angrezon K Agent Naam K Siasatdanon Ki Thi.Jab K Naam ki Islami Partion/Tanzeemon Ney Qaom Ko Apni apni Khud Saakhta Islam Ki Soach K Mutabiq Ghalat Raah Par Laga Kar Gum Rah Kiya.Inn Mey Sey Har Aik Ney Apni Dhai Dhai Eenton Ki Masjid Bananay K Masdaaq,Apni Mehdood Islami Soach,Islam Ki Apnay Khwahishaat K Mutabiq Ghalat Tashreeh,Firqa Warana Soach Waghaira Ki Waja Sey Aksar Danista Ya Phir Kuch Cheezon Mey Na Danista Mulk e Khudadaad Mey shar aur Fitnay Ko Janam Diya.Inn Mey Sey Kisi


Ney Bhi Islam K Asal Rooh K Mutabiq,Quran o Sunnah K Haqeeqi Rooh K Barkhilaaf Loagon Ko Fitnay aur Shar K Zariye Taqseem Kar diya.Inn Mey Sey Ziada Qasoor Deobandi,Barelvi Waghaira k Naam Nehaad Ullemah ka Hai.Jo Asal Mey Islam K Afaaqi Soach o Fikar Ki Bajaay Apnay Hi Tarz K Islam Ko Apni Mehdood Soach Jo K inteha pasandi,Giroh Bandi,Tahasab par Mabni Tha.Inney Hum Baja Taor Par Ullemah e So Qaraar Deh saktay Hain.In Mey Sey Aksariat Safa Band Mullahon (Molvis) Ki Thi.Aalim Meray Nasdeeq Wo hota Hai Jo K Quran,Hadith(SAW) Aur Fiqa Par Na Sirf Haboor Rakhta Ho Balkay Iss Par Iss k Haqeeqi Rooh K Mutabiq Amal Peraa Bhi Ho.Isi Liye Apnay Chand Ashaar Mey ALLAMA Iqbal Ney "Deen e Mullah" Ko Fasaad Ka Mohjib Teraya


Tha.(Humey Molvi,Imam e Masjid aur Haqeeqi Ullemah e Karaam mey Farq Ka Patha hona Chahiye Aur Inn Mey Tameez Bhi Karna Chahiye).Kaafi Harsay Baad Jab Qaom Ghalat Simat Mey Bharrna Shurooh Hogai Thi (Ziada Tar Nadani aur Jahalat Ki Waja Sey).Tou Is Fasaad aur Shar ki Bharrakhti Huwi Aag Mey Mazeed Thel Inni Kaasa Lais/Safa Band Moulvion Ney Apnay Apnay Behrooni Aqahon Ki Maali Imdaad Sey Dhaalna Shurooh Kiya.Jin K Apnay Apnay Kufiya aur Islam Ki apni apni Tohjih,Nazriyaat (balkay Ghalat Nazriyaat) ki Soach Thi.Jab K Islam Mukhalif Mulk Musalmanon Ko Taqseem Karnay K Liye Inney Bhi Aur Khud Baray Raast Inn Loagon Ki Maali Imdaad Kartay Hain.Islami Mulkon mey Sar e Fairist Saudi Arab,Iran,Libya


waghaira.Jab K Islam Dushmanon Mey Angrez (UK),USA,India waghaira hain.Jo K Inn Mulkon Mey Eesawiyat,Sahooniyat Aur Hanood K Islam Dushman Safa karon(Lobby's) k Mazmoom Azaem(Agendas) Ko Aagay Barrhatay Hain.Isi Liye Aam Loag Gumrah Ho Chukay Hain Aur Unney Inn Mey Tafreeq Karna Na Mumkin Ho Jaata Hai.Hum Inni Siasat Ya Mazhab K Naam Par Inn Naam Nehaad Siasi Aur Mazhabi Rahbaron K Hathon Yarghamaal Ho Chukay Hain.Hum Mey Sey Kisi Ney Bhi Islam Ko Aaj Ki Dunya Mey,Pakistan Mey Ya Kisi aur Mulk Mey Bhi Asli/Haqeeqi Shikal Mey Naafiz Nahih Dekha Hai.Nahi Humaray Saamnay Iss Ki Koi Amli Surat ya Misaal Mojood hai.Isi Liye Humey Na Tou Ahsaas hai,Idraak Hai Ya Patta Hai.Hum Issi Nam k Islam ko Jo Inn


Naam Nehaad Loagon K Zariye Hum tak Poanchta hai ya Hum Par Musalat Kar diya jaata Hai ko Islam Samajhnay Lag jaatay Hain.Aur Jab Iss Ghalat,Na Paidaar,Be Amli Aur Naam Nehaad Islami Hukmarani ya Nizaam Ko Amal Pehraa Dekhtay Hain ya Baraththay Hain Tou Hum Ghalat Taor Par Islam ya Islami System Sey Mutanafir Ho Jaatay Hain.Ya Iss ki Mukhalifat Karnay Lag Jaatay Hain baghair Kisi Adraak K.Hum Mey sey Har aik Ko Khud Sab Sey Pehlay Islam K asal Taleem Hasil Karni Chahiye Iss K Asal Rooh K Mutabiq.Tha K Hum Asal Aur Naqal,Sia o Safed,Islam o Naam Nehaad Islam,Ullemah e Deen aur Ullemah e So Mey Tafreeq Karnay K Qabil Ho Saken.


‫‪Sat Apr 20, 2013 2:44‬‬

‫‪Maqsood Hasni‬‬ ‫شکریہ بیٹا آپ نے توجہ فرمائی۔ هللا آپ کو شاد و شاداب‬ ‫رکھے۔ حصول پاکستان کے لیے جو شہید ہوئے بےگھر‬ ‫ہوئے بچوں کی شہادت بیماری بےکسی بےبسی عورتوں‬ ‫کی عزت کی پامالی وغیرہ کا صدمہ برداشت کیا ان کے‬ ‫ایک ایک دکھ ایک ایک صدمے ایک ایک پریشانی کو‬ ‫ہزاروں نہیں الکھوں سالم۔ ہم کیا دے سکتے ہیں هللا کے‬ ‫پاس ان کے لیے بہترین اجر ہے۔ وہ انگریز اور اس کے‬ ‫بدنیت خودغرض ناہنجار اور منافك گماشتوں کی چال کو نہ‬ ‫سمجھ سکے۔ بیڑا غرق اور جہنم ٹھکانہ ہو پیٹو مورخ کا‬ ‫جس نے انہیں نبوت کے درجے سے دو چار انچ ہی نیچے‬ ‫رکھا ہے۔ اصل ہیروز تاریخ کا حصہ نہ بن سکے۔ پاکستان‬ ‫کی تشکیل کے دو حوالے‪ /‬دو کاز ٹھہرتے ہیں ایک‬ ‫مسلمانان ہند کا دوسرا گورا دوست اہل سیاست کا۔ گورا‬ ‫دوست اہل سیاست کل بھی غالب تھے آج بھی غالب ہیں۔‬ ‫کل برطانیہ کے آج وہ امریکہ کے گماشتے ہیں۔ امریکہ‬


‫امداد لوگوں کے نام پر دیتا ہے لیکن ہڑپ یہ کر جاتے ہیں۔‬ ‫ملکی اور عوامی خون پی لینے کے بعد بھی ان کی ہوس‬ ‫کم نہیں ہوئی۔ وہ برطانیہ میڈ وامپائر تھے یہ امریکہ میڈ‬ ‫وامپائر ہیں۔ انصاف کل پرسوں ہی آزاد ہوا ہے وگرنہ یہ‬ ‫بھی ان وامپائز کے دانت لریب رہا ہے۔‬ ‫جمہوریت بھی تو امریکی لنکنیان ہے۔ اس کا بنیادی نعرہ‬ ‫تو دیکھیں‬ ‫عوام کی حکومت‬ ‫عوام کےلیے‬ ‫عوام کے ذریعے‬ ‫حاالنکہ حکومت تو صرف اور صرف هللا کی ہے۔ هللا کی‬ ‫حکومت تو لرآن و سنت کے حوالہ سے لائم ہو سکتی ہے۔‬ ‫مالحظہ کیا جا سکتا ہے اس جموریت نے کہاں تک عوام‬ ‫کی حکومت لائم کی ہے۔ عوام تو روڑا کوڑا بھی نہیں رہے‬ ‫جو فصلوں کے کام ہی آ سکیں۔ غور کر لیں کماتےعوام‬ ‫ہیں ملک عوام کا ہے وسائل عوام کے ہیں۔ یہ عوام بد‬


‫نصیب نہیں ہیں هللا نے انہیں اس خطہ کے حوالہ سے بہت‬ ‫کچھ عطا کیا ہے لیکن لوٹ وہ رہے ہیں جن کا پہلے خدا‬ ‫برطانیہ تھا اب امریکہ ہے۔ وکیل لاتل کا بھی ہے ممتول کا‬ ‫بھی۔ لاتل کیوں نہیں تسلیم کرتا کہ میں لاتل ہوں۔ تموی اور‬ ‫پرہزگاری طاغوتی نظام ہا میسر نہیں کر سکتے یہ لرآن‬ ‫اور سنت ہی سے دل وجان میں جگہ پا سکتا ہے۔ امریکی‬ ‫خدا کے پیرو لوٹ مار کے بعد پاکستان جو ان کا ملک ہی‬ ‫نہیں فرار ہوتے رہے ہیں' ہوتے رہیں گے ۔یہی آج کا کڑوا‬ ‫سچ ہے۔ جمہوریت کے پاس اس کے سوا کچھ نہیں۔ کس‬ ‫پارلیمنٹ کی بات کرتے ہیں اس نے عوام کے لیے کب‬ ‫کبھی کوئی لانون بنایا ہے وہ تو اپنے ہاتھ مضبوط کرنے‬ ‫کے لیے کام کرتی آئی ہے اور یہی کچھ کرتی رہے گی۔ خدا‬ ‫انسان اور عوام دشمن لوتوں کو جمہوری پارلیمنٹ استثناء‬ ‫کی لعنت سے نوازتی رہے گی۔ بھری محفل تو دور کی بات‬ ‫کوئی تنہائی میں بھی سوال کرنے کی جرات نہ کر سکے‬ ‫گا۔ ممتدرہ لوت شدادی و نمرودی شکتیوں سے سرفراز‬ ‫رہے گی۔ اس کے کیے اور کہے کو آئینی حك کا درجہ‬ ‫حاصل رہے گا۔ بزرگوں نے جس کاز کے لیے خون دیا تھا‬ ‫وہ موجودہ انداز واطوار سے حاصل نہیں ہو سکے گا۔ اہل‬ ‫سیاست نے جن مماصد کے لیے عوام کے خون سے ہولی‬


‫کھیلی تھی وہ اس میں روز اول سے کامیاب ہیں۔ عوام اگر‬ ‫اپنے ابا واجداد کے مماصد سے دلچسپی رکھتے ہیں تو‬ ‫انہیں ایک بار پھر آگ و خون کا دریا عبور کرنا ہو گا اگر‬ ‫نہیں تو موجودہ حاالت پر گزرا کریں۔‬ ‫باہوش بے ہوش ملک دوست ملک دشمن دیس بھگت‬ ‫غدار ایماندار بے ایمان امانت دار امانت خور شریف‬ ‫بدمعاش کے ووٹ کی لیمت برابر ہے۔ بے جیبا باجیبا‬ ‫دونوں الیکشن میں حصہ لے سکتے ہیں لیکن بےجیبا تو‬ ‫سیکورٹی فیس بھی ادا کرنے سے لاصر ہوتا ہے۔ اگر وہ‬ ‫بھی لوٹ مار ہیرا پھیری کو دھرم رکھتا تو بے جیبا نہ‬ ‫ہوتا۔ الیکشن الکھوں کا نہیں کروڑوں کا کھیل ہے۔ پیسے‬ ‫والے شرفاء شمار ہوتے ہیں لہذا یہ شرفاء کا شوق سمجھا‬ ‫جاتا ہے۔ بے جیبا اس سے دور رہتا ہے۔ وہ چار پانچ لمبی‬ ‫عمروں میں بھی دھنوان نہیں ہو سکتا۔ اگر اس کے باپ‬ ‫دادا بلکہ دادا پردادا غداری کرتے اور گورا حضور کے‬ ‫تلولے چاٹتے زیر ناف مردانہ آالت سہالتے تو آج شرفا کی‬ ‫صف میں سر تان کر کھڑے ہوتے۔ اسٹیج پر کھڑے ہو کر‬ ‫لمبی لمبی چھوڑتے۔ منہ سے بھوک کا ناٹک کرتے لیکن‬


‫تھال اٹھا کر برائلر کی بو چھوڑتے۔ گویا یہ کھیل صرف‬ ‫اور صرف شرفا کا ہے۔ یہ شرفا خادم نہیں حاکم ہوتے ہیں۔۔‬ ‫پڑھے لکھے اور اہل دانش کا اس سے دور کا بھی واسطہ‬ ‫نہیں ہوتا۔ وہ تو الیکشن ڈیوٹی پر پھاہے لگے ہوتے ہیں۔‬ ‫انہیں الیکشن میں حصہ لینے کا حك حاصل نہیں ہوتا ہاں‬ ‫ووٹ کاسٹ کرنے کا حك حاصل ہوتا ہے۔ یہ حك ڈبے اور‬ ‫تھیال اٹھائی کی نذر ہو جاتا ہے۔ میرا سوال یہ ہے کہ آج‬ ‫تک باال و زیرین عدالتوں کے ججز اساتذہ۔ معالجین پولیس‬ ‫رینجرز فوج کے باال اور زیرین اہل کاروں اور منشی‬ ‫ہاؤس کے بڑے چھوٹے مالزمین کے ووٹ ڈالنے کا تناسب‬ ‫کیا رہا ہے؟ یمینا وہ اس ملک کے شہری ہوتے ہیں یا‬ ‫انہیں بھی شہری سمجھا جاتا ہے۔ درس گاہیں ممدس ہوتی‬ ‫ہیں انہیں شرفاء کے چناؤ کے لیے استعمال کیا جاتا ہے۔‬ ‫ناصرف معالج الیکشن ڈیوٹی پر بندھے ہوتے ہیں معالج‬ ‫گاہیں بھی اس طاغوتی عمل کا حصہ بنا لی جاتی ہیں۔ یہ‬ ‫فراڈ گویا انسانی زندگی سے بڑھ کر ضروری ہوتا ہے۔‬ ‫کوئی سوال کرے آج تک کاسٹ ہونے والے ووٹس کا کیا‬


‫تناسب رہا۔ جیتنے والے نے اپنے حلمہ کے کل ووٹس میں‬ ‫سے کتنے ووٹس حاصل کیے۔ اگر کوئی پوری ایمانداری‬ ‫سے حماءق سامنے لے آئے تو اس لنکن ساختہ جمہوریت‬ ‫کی للعی کھل کر سامنے آجائے گی۔ میں کوئی نجومی نہیں‬ ‫اور ناہی علم جعفر سے میرا کبھی عاللہ رہا ہے طہارتی‬ ‫عمل کے باوجود کچھ نہیں ہو سکے گا۔ جمہور نے‬ ‫پاکستان کی تخلیك لرآن وسنت کی عمل داری سمجھا تھا۔‬ ‫جمہوریت یہی ہو گی کہ عوام کی اس دیرانہ خواہش کو‬ ‫عملی شکل دے دی جاءے یا پھر جمہوریت کے نام نہاد‬ ‫نعرے کو شرفا کا چونچال سمجھا جاءے۔‬

‫‪Sat Apr 20, 2013 9:31 pm‬‬

‫‪I K QAZI‬‬

‫‪Mey aap Sey Mukamal Taor Par Mutafiq‬‬ ‫‪Hoon.Waisey Bhi Na tou Ye Maghrabi‬‬


Jamooriat Humey "Suit" karti Hai Aur Nahi Humaray Masayel Ka Hal Paish Kar sakhti hai.Khas kar Aaj Tak ki Halat Mey.Aur Phir Jamooriat K Naam Par Jo Notankian,Tamashay waghaira Yahan Machaye Jaatay Hain Wo Inn Istehmaar K Karindon,Angrezon K Gumashton/Kaasa Laison Aur Jaageerana Soach Rakhnay walay Ye Sab Loag.Jamooriat K naam Par Humara Istehsaal Kartay Chalay aaye Hai.Loagon Ko illm,Tahleem,Shahoor aur Aagahi Sey Duur Rakh Kar Tou Innon Ney Iss Qaom Ko "Shah Dohlay" K Chuhay Bana Diya Hai.Jo K Inni K Ishaaron Par "Robot" ki Taran Amal Kartay Hain.Jis Mulk Mey Na khwandagii,Be Shahoori Ki Sharah Itni oopar ho.Jahan Bunyadi Sahoolaton Ka Fuqdaan ho Jahan Ameer aur Ghareeb K Darmiyan Aik


Khaleej Qaim Ho Wahan Loag Asli Jamooriat Sey Bhi Kaise Mustafeed Ho Saktay Hain.Jab k Yahan Tou Tamaan aur Cheezon ki Taran Ye Bhi Naqli Hai.Istehsaal,munafiqat aur Munafrat par mabni hai.Iss Mumlikat ki Bunyadon Mey Bila Shuba Laakhon Shaheedon Ka Khoon Shamil hai,Shareef Bibion ki Asmaton ki Qurbaniyan waghaira.Jo Hum Jaisey Loagon Ko Jin Ko Iss Ka Ahsaas,Khayal aur ehteraam Hai Ko Aik Umeed Ka Ahsaas Dilaati Hai K ALLAH TA'ALA unn Ki Qurbanion Ko Zaaya Nahih Honay Deh Ga.Hal tou Har surat Mey Islami Ki Asal Rooh K Mutabiq Iss Ko Dhaalna Hai.Lehkin Inn Naam Nehaad Siasi aur Mazhabi Madaarion K Haathon Nahih Balkay ALLAH TA'ALA K Karam Sey Kisi Aanay Walay Achay Insaan K Haathon Hi Mumkin hai.Lehkin


Us K Liye Bhi Sharth wahi hai K Jab Humey Apni ghalation Ka Idraak aur Ehsaas Hoga aur Hum Khud ko Badalnay k Liye Tayaar Hongen Tou.

Tue Apr 23, 2013 6:14 pm

Dr Maqsood Hasni

aap ki mohabatoon ke liay ehsan'mand hoon Allah aap ko barkat de

Thu Apr 25, 2013 9:20 pm

I K QAZI


ALLAH Aap Ko Bhi Sehat Mand,Khush Aur Khushaal Rakhay!!!!!Ameen

Sugandha Gandhi

Aisa Nahin hai ki Pakistan ne khoobh tarakki nahin ki. Par jo galti India ne kee wah Pakistan ne bhi kee. India ne firangi angrejon ka system apnaya jo awam ko satane ke liye firangiyon ne ijad kiya tha.

Doosri galti, meri samajh se, Pakistan ne jo kee woh yah hai ki apni nazar Pakistan ne hamesha India ki taraf kiye rakkhhi.

Hona yah chahiye tha ke, Pakistan apni nazar hamesha KABA ki taraf rakhta.


Democracy ya jaisa aap log kahte ho jamhooriyat ka matlab hai tadad yani majority ki hukumat. Agar jyada se jyada log khudgarj hain ya kahiye ki mazboor aur kamzor hain, aur Firangi Sarkar ki tarah hi Hamari Sarkar bhi awam ko hairan aur pareshan karti hai, jo dono mulkon me ho raha hai , to yah jamhooriyat hamare liye munasib nahin hui.

Mecca ki taraf nazar karne ka mera matlab yah hai ki Saudia ki tarah Pakistan bhi Shariyat ko nazar me rakh kar, Quran ke hisaab se koi system banata to Allaha-Tala Pakistan ko bhi har sukoon se nawajta.


Jab hum dekhte hain ki Pakistan me bhi hamare India ki tarah gandh faili hooyi hai- wahi filmi hastiyon ki gandagi, wahi rishwatkhori, wahi nafrat, bemani, mafia system, to phir Islamic Pakistan kahan ban paya jaisa shayad socha gaya tha.

Khair mujhe aap ke beech me kuchh kahne ka haq nahin banta, kyunki, ham Hindu aapki nazar me kafir hi hain.Par iss forum me Maksood Sahab achhe masle uthate hain to kuchh kahne se ruka bhi nahin jata aur lage haath kuchh Urdu likhne ki koshish bhi kar lete hain. Khuda Hafiz. Thu May 09, 2013 11:52 pm View user's profile Send private message Send e-mail


I K QAZI

Hum Yahan Koshish Kartay Hain K Koi Mulki,Firqa Waariat,Mazhabi aur Zaat/Paat K Tahasub Ko Jaga Na Den.Haan Sharth Achay Niyat Aur Khaloos e Dil Ki Hai.Hum Aksar Kehtay Hain K Ye Nahih Dekhna Chahiye K Koan Kehta Hai Balkay Kya Kehta Hai.Ye Bhi Fitri (Natural) baat Hai K Agar Koi Bhi Hindu,Musalmaan,Sikh,Christian hum Sey Achay Tareeqay Sey "Dialogue" ya "Interact" Karta Hai tou Hum Unney Bhi Usi Taran Sey Ehteraam Sey Jawaab Dehtay Hain.Aur Koi Humaray,Mazhab,Mulk ya Nazriyaat Par Kisi Qisam Ka Bhi "Attack" Karay Ga Tou Hum Uney "Counter" Karengen.Jo Baatain Aap Ney Yahan Kahi Hai unn


Sey Hum Mutafiq (Sehmat)Hain.Mutual respect is the basis of our interaction.

Fri May 10, 2013 7:09 pm

aymu

I totally disagree with the famous saying Pakistan Ka Matlab kia.... La Ilaha Illala.... In my opinion it is "Pakistan Ka Maqsad Kia...... La Ilaha Illala" Pakistan Ka Matlab toh sirf land of the pure hai which we have injected with impurities


http://www.forumpakistan.com/pakistan-ka-matlab-kya-t9000 7.html

‫پاکستان کا مطلب کیا؟‬


‫ممصود حسنی‬ ‫ابوزر برلی کتب خانہ‬ ‫جون ‪٢٠١٦‬‬


Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.